Tu Koi Aur Hai Lyrics, Singer & Song Details

Tamasha 2015 album cover

Tamasha 2015 Album Details

Imtiaz Ali
A. R. Rahman
Irshad Kamil
Ranbir Kapoor, Deepika Padukone

album songs
Tu Koi Aur Hai
Singer : A.R. Rahman, Alma Ferovic

Tu Koi Aur Hai Lyrics

Song Title = Tu Koi Aur Hai
Movie/album = Tamasha (2015)
Singers = A.R. Rahman, Alma Ferovic
Song Lyricists = Irshad Kamil
Music Director = A.R. Rahman
Director = Imtiaz Ali
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Tu koi aur hai
Jaanta hai tu
Saamne iss jahaan ke
Ik naqaab hai
Tu aur hai koi aur hai
Kyun nahi wo jo hai

Tu jahaan ke waaste
khud ko bhool kar
Apne hi saath naa
aise zulm kar
Khol de wo girah
Jo lagaaye tujhpe tu
Bol de tu koi aur hai
Chehre jo odhe tune woh
Tere kahaan hain

Saamne aa khol de sab
Jo hai dil mein bol de ab
Saamne aa khol de sab
Jo hai dil mein bol de ab

Tedhe raaste khwaab hain tere
Tere saath jo umr bhar chale
O inhe gale lagaa
Tu kaun hai bataa
O khol de ye girah

Tu koi aur hai
Teri naa hadein
Aasmaan hai
Khayal hai
Bemisaal hai
Tu mauj hai
Tu raunaqein
Chaahe jo tu wo hai...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tu Koi Aur Hai

Tu Koi Aur Hai is a song from Tamasha 2015. It is sung by A.R. Rahman, Alma Ferovic. Lyrics are credited to Irshad Kamil. Music information: A. R. Rahman. Read the lyrics above and view the Tamasha 2015 album song list for more songs and album details.