Tu Kisi Ke Dil Ka Lyrics, Singer & Song Details

Ghar Ghar Mein Diwali 1955 album cover

Ghar Ghar Mein Diwali 1955 Album Details

Gajanan Jagirdar
Roshanlal Nagrath
Prem Dhawan
Jagirdar, Shyama, Sajjan, Manorama, Eruch Tarapore

album songs
Tu Kisi Ke Dil Ka
Singer : Lata Mangeshkar

Tu Kisi Ke Dil Ka Lyrics

Song Title = Tu Kisi Ke Dil Ka
Movie/Album = Ghar Ghar Mein Diwali (1955)
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Director = Roshanlal Nagrath
Director = Gajanan Jagirdar

Mp3 Song Lyrics

((tu kisi ke dil ka dard mita
kisi ka bujhata dip jala
ho tere ghar divaali (sun le baat niraali) - 2

chamak rahe hain sadiyon se ye (suuraj chaand sitaare) - 2
nis baante duniya ko phir bhi (kam na ho ujiyaare) - 2
ho, dukhiyon ki pida har le nirdhan ki jholi bhar de
ho jeb na teri kaali (sun le baat niraali) - 2

sur se sur milate hi guunje (git madhur matavaale) - 2
aur in giton mein kho jaayein (duniya ke dukh saare) - 2
ho, man se man ko milaata ja dip se dip jalaata ja
ho ghar ghar mein divaali (sun le baat niraali) - 2 ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tu Kisi Ke Dil Ka

Tu Kisi Ke Dil Ka is a song from Ghar Ghar Mein Diwali 1955. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Ghar Ghar Mein Diwali 1955 album song list for more songs and album details.