Tu Jo Jaan Le Lyrics, Singer & Song Details

Dulha Mil Gaya 2010 album cover

Dulha Mil Gaya 2010 Album Details

Mudassar Aziz
Lalit Pandit
Mudassar Aziz
Sushmita Sen, Fardeen Khan, Ishita Sharma

album songs
Tu Jo Jaan Le
Singer : Sonu Nigam

Tu Jo Jaan Le Lyrics

Song Title = Tu Jo Jaan Le
Song Lyrics Movie = Dulha Mil Gaya (29)
Singer(s) = Sonu Nigam
Music Director = Lalit Pandit
Lyricist = Mudassar Aziz

Mp3 Song Lyrics

((Teri aankhein mujh ko takkein iss tarah
Teri aankhein mujh ko takkein iss tarah
Jaise koi rishta ho inn se mera
Haan main tera pyaar hoon, intzaar hoon
Sun le kehna apne dil ka..

Tu jo jaan le to phir jaan de o meri jaan e jaan sohniyo
Tere raaste mein tere vaaste deewana sohniyo
Tujhe thaam lu to ilzaam lu tere pyaar ka
Mera dil hai ptaa teri manzil ka

Main hoon tere hassne ki adaa
Main hoon jukti palkon ki vajah
Tera har andaz hoon, tera dil ka raaz hoon
Main nahi mehmaan teri mehfil ka
Tu jo jaan le to phir jaan de o meri jaan e jaan sohniyo
Tere raaste mein tere vaaste deewana sohniyo
Tujhe thaam lu to ilzaam lu tere pyaar ka
Mera dil hai ptaa teri manzil ka


Khwabon mein jo tere aaunga
Baaho se teri na jaaunga
Tujhe agar inkaar hai, meri zid bhi pyaar hai
Main hua apne iss kaatil ka
Tu jo jaan le to phir jaan de o meri jaan e jaan sohniyo
Tere raaste mein tere vaaste deewana sohniyo
Tujhe thaam lu to ilzaam lu tere pyaar ka
Mera dil hai ptaa teri manzil ka
Teri aankhein mujh ko takkein iss tara
Jaise koi rishta ho inn se mera
Haan main tera pyaar hoon, intzaar hoon
Sun le kehna apne dil ka
Tu jo jaan le to phir jaan de o meri jaan e jaan sohniyo
Tere raaste mein tere vaaste deewana sohniyo
Tujhe thaam lu to ilzaam lu tere pyaar ka
Mera dil hai ptaa teri manzil ka
Tu jo jaan le to phir jaan de o meri jaan e jaan sohniyo
Tere raaste mein tere vaaste deewana sohniyo
Tujhe thaam lu to ilzaam lu main tere pyaar ka
Mera dil hai ptaa teri manzil ka..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tu Jo Jaan Le

Tu Jo Jaan Le is a song from Dulha Mil Gaya 2010. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Mudassar Aziz. Music information: Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Dulha Mil Gaya 2010 album song list for more songs and album details.