Tu Jo Dil Le Ke Lyrics, Singer & Song Details

Daman 1951 album cover

Daman 1951 Album Details

Nanabhai Bhatt
Datta Korgaonkar
Raja Mehdi Ali Khan
Ajit, Nigar Sultana, Pran

album songs
Tu Jo Dil Le Ke
Singer : Devendra Mohan, Rajkumari

Tu Jo Dil Le Ke Lyrics

Song Lyrics Title = Tu Jo Dil Le Ke
Movie/album = Daman (1951)
Singers = Devendra Mohan, Rajkumari Dubey
Song Lyricists = Raja Mehdi Ali Khan
Music Director = Datta Korgaonkar
Director = Nanabhai Bhatt
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Tu jo dil leke mere
Pichhe pichhe aayega
Tu jo dil leke mere
Pichhe pichhe aayega
Dekhna muhalle mein
Ghotala ho jayega
Dekhna oye oye dekhna
Tu jo dil leke mere
Pichhe pichhe aayega
Dekhna muhalle mein
Ghotala ho jayega
Dekhna oye oye dekhna

O kya karu main lage
Tera mukh bada
Khub re khub re
Mukh bada khub re
O main kya janu jake
Kisi bawadi mein
Dub re dub re
Bawadi mein dub re
Bawadi ka pani
Matiyala ho jayega
Bawadi ka pani
Matiyala ho jayega
Dekhna muhalle mein
Ghotala ho jayega
Dekhna oye oye dekhna
Tu jo dil leke mere
Pichhe pichhe aayega
Dekhna muhalle mein
Ghotala ho jayega
Dekhna oye oye dekhna

Tu jo mere ghar aaye to
Dungi main gali
Tu jo mere ghar aaye to
Dungi main gali
Daro mere bhai se
Wo bada hai mavali
Tera bhai
Tera bhai wo to mera
Sala ho jayega
Tera bhai wo to mera
Sala ho jayega
Dekhna muhalle mein
Ghotala ho jayega
Dekhna oye oye dekhna

Hota hai to hone de
Muhalle mein ghotala
Sali ko bula le chahe
Sale ko bula la
Nakhre mein
Nakhre mein sabke
Masala ho jayega
Dekhna muhalle mein
Ghotala ho jayega
Dekhna oye oye dekhna

Shadi mujhse karni hai to
mujhe na batao
Jake meri maiya ko
Baato mein fasao
Sau rupaye pagar
Ho to doso batao
Ghar mein mere aane se
Ujala ho jayega
Ghar mein mere aane se
Ujala ho jayega
Mere maa aur bap ka
Deewala ho jayega
Dekhna oye oye dekhna
Tu jo dil leke mere
Pichhe pichhe aayega
Dekhna muhalle mein
Ghotala ho jayega
Dekhna oye oye dekhna.))

Posted by = {Ritu Kesharwani}

About Tu Jo Dil Le Ke

Tu Jo Dil Le Ke is a song from Daman 1951. It is sung by Devendra Mohan, Rajkumari. Lyrics are credited to Raja Mehdi Ali Khan. Music information: Datta Korgaonkar. Read the lyrics above and view the Daman 1951 album song list for more songs and album details.