Tu Itni Pagli Kyon Hai Lyrics, Singer & Song Details

Kisna 2005 album cover

Kisna 2005 Album Details

Subhash Ghai
None
None
Vivek Oberoi, Antonia Bernath, Isha Sharvani, Amrish Puri

album songs
Tu Itni Pagli Kyon Hai
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Tu Itni Pagli Kyon Hai Lyrics

Song Title = Tu Itni Pagli Kyon Hai
Movie/Album = KISNA
Singer(s) = Alka Yagnik, Udit Narayan

Mp3 Song Lyrics

((Ek baat bataa
O O O
Ek baat bataa

Jub tu mujhko milti hai
Har baar nayee lagti hai
kabhi behad sharmati hai
Kabhi bikul itrati hai
Har baar yeh dil kehta hai
Tu badli badli kyu hai
Ek baat bataa de mujhko
Tu itni pagli kyon hai


jab tu mujhko milta hai
Dil kaapta hai hiltaa hai
Kabhi rokta tu rasta hai
Kabhi door se hi takta hai
Kabhi mujhse tu kehta hai
Ye aanchal dhalka kyon hai
Ek baat bataa de mujhko
Tu itna pagla kyon hai

Dekhe tu kyon mud mud ke
Bikhre lat kyon ud ud ke
Dekhe tu kyon mud mud ke
Bikhre lat kyon ud ud ke
Nainon se nainon ka naata
Nainon se nainon ka naata
Toot tha hai kyon jud jud ke

Yeh nain bade chanhcal hai
Uthate jhukate har pal hai
Jo dekhenge bas naina
khoyega apna chaina
kabhi yeh bhi dekh mera mann
yoon pyaar se chalka kyon hai
Ek baat bataa de mujhko
Tu itna pagla kyon hai

Chak daana, chak daana
Daane upar daana
Daane upar daana
more angan aana
more angan aana
Chak daana, chak daana

Tan main kyon yeh san san hai
Payal main kyon chan chan hai
Tan main kyon yeh san san hai
Payal main kyon chan chan hai
Mann ke saare tararon mai kyon
Mann ke saare tararon mai kyon
Halki Halki jhan jhan hai

Jab jaage abhilashayen
Toh mann ke taar hilayen
Tab haath ki chudi khanke
Tab pair ki payal chanke
Tu kyon yeh samajh na payee
Aayee angdai kyu hai
Ek baat bataa de mujhko
Tu itna pagla kyon hai

Daane upar daana
Chak daana, chak daana..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tu Itni Pagli Kyon Hai

Tu Itni Pagli Kyon Hai is a song from Kisna 2005. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Kisna 2005 album song list for more songs and album details.