Tu Itna Samajh Le Sanam Lyrics, Singer & Song Details

Rakhwala 1971 album cover

Rakhwala 1971 Album Details

Adurthi Subba Rao
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Indeevar
Dharmendra, Leena Chandavarkar, Vinod Khanna

album songs
Tu Itna Samajh Le Sanam
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Tu Itna Samajh Le Sanam Lyrics

Song Title = Tu Itna Samajh Le Sanam
Movie/album = Rakhwala (1971)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Adurthi Subba Rao

Mp3 Song Lyrics

((Tu itna samajh le sanam
Tu itna samajh le sanam
Koi rakhwala hoo main tera
Teri chahat ki mujhko kasam
Koi matwala hoo main tera
Tu itna samajh le sanam
Koi rakhwala hoo main tera
Koi rakhwala hoo main tera oye

Jaise phoolon ko kate bachaya kare
Jaise moti ko sagar chhupaya kare
Apane dil me chhupake rakhoonga tujhe
Apane dil me chhupake rakhoonga tujhe
Daav dusham lagaye lagaya kare
Ho kiski himmat hai
Kiski himmat hai, chhule tujhe
Chahane wala hoo main tera
Koi rakhwala hoo main tera
Koi rakhwala hoo main tera oye

Tere naina ho, tere naina ho phir nau ratan kuchh nahi
Tera aanchal, tera aanchal ho phir to gagan kuchh nahi
Ye baharon ke jaisa mehkata badan
Ye baharon ke jaisa mehkata badan
Jo badan ho tera to chaman kuchh nahi
Meri bholisi meri bholisi, radha hai tu
Baka nandlala hu mein tera
Tu itna samajh le sanam
Koi rakhwala hoo main tera
Koi rakhwala hoo main tera oye

Jaise panchhi ko ek aashiyaan chahiye
Jaise baagon ko ek baagbaan chahiye
Har tarah husn ki ifajat kare
Har tarah husn ki ifajat kare
Ek hasina ko ek naujawan chahiye
Rup ras ki, hai rup ras ki hai, madhushala tu
Pyaar ka pyala hoo main tera
Tu itna samajh le sanam
Koi rakhwala hoo main tera
Koi rakhwala hoo main tera..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tu Itna Samajh Le Sanam

Tu Itna Samajh Le Sanam is a song from Rakhwala 1971. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandji, Kalyanji Virji Shah. Read the lyrics above and view the Rakhwala 1971 album song list for more songs and album details.