Tu Dil Ki Khushi Lyrics, Singer & Song Details

Sur 2002 album cover

Sur 2002 Album Details

Tanuja Chandra
M. M. Keeravani
Muqtida Hasan Nida Fazli
Lucky Ali, Gauri Karnik, Simone Singh, Achint Kaur, Divya Dutta

album songs
Tu Dil Ki Khushi
Singer : Lucky Ali, Sunidhi Chauhan

Tu Dil Ki Khushi Lyrics

Song Title = Tu Dil Ki Khushi
Movie/album =Sur (2002)
Singers = Lucky Ali, Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Director = M. M. Keeravani
Director = Tanuja Chandra

Mp3 Song Lyrics

Tu, dil ki khushi dil ki pyaas tu
Mere tan mein meri saans tu
Kami thi jo mujh mein vohi to mohabbat hai tu
Zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu
Dil ki khushi dil ki pyaas tu
Mere tan mein meri saans tu
Kami thi jo mujh mein vohi to mohabbat hai tu
Zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu

Phir se nahin duniya bani, maheke zameen tere kaaran
Pehle kahan aisi thi main, main hoon haseen tere kaaran
Na na na na na na yeh sab jhoot hai
Main to hoon sada se ek paagal
Mera nahin kaam yeh, tum khuda ki ho roshni
Zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu
Dil ki khushi dil ki pyas tu mere tan mein meri saans tu
Kami thi jo mujh mein vohi to mohabbat hai tu
Zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu

Yun to vohi har rang hain, harpal ka hai vohi mausam
Apna magar lagta hai ab teri tarha saara aalam
Na na na na pehle bhi aisa hi tha
Tu to tha hamesha mujh mein shaamil
Sadiyon se khoye the hum, humko ab mile zindagi
Zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu
Dil ki khushi dil ki pyaas tu
Mere tan mein meri saans tu
Kami thi jo mujh mein vohi to mohabbat hai tu.

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tu Dil Ki Khushi

Tu Dil Ki Khushi is a song from Sur 2002. It is sung by Lucky Ali, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Muqtida Hasan Nida Fazli. Music information: M. M. Keeravani. Read the lyrics above and view the Sur 2002 album song list for more songs and album details.