Tu Bhi Dramebaaz Lyrics, Singer & Song Details

Nautanki Saala 2013 album cover

Nautanki Saala 2013 Album Details

Rohan Sippy
Mikey McCleary
Kausar Munir
Pooja Salvi, Ayushmann Khurrana, Kunaal Roy Kapur, Evelyn Sharma, Gaelyn Mendonc

album songs
Tu Bhi Dramebaaz
Singer : Geet Sagar

Tu Bhi Dramebaaz Lyrics

Song Title = Tu Bhi Dramebaaz
Movie/Album = Nautanki Saala 2013
Singer = Geet Sagar
Lyrics = Kausar Munir
Music = Mikey McCleary
Director = Rohan Sippy

Mp3 Song Lyrics

((Woh woh o o
Life hai aapa dhaapi woh wo
Sabki hai maafa-maafi woh wo
Zor se dhakka maro bus ek sorry kaafi
(Thoda adjust kar lo na bhai)

Beat-up, repeater yahaan sab hain cheater
Haan sab hi lagaate hain waat
Dil se lagaaye jo, apna banaaye jo
Usko hi padti hai laat

Tu bhi Dramebaaz main bhi Dramebaaz
Saale Draamebaaz sab yahaan (-2)

Woh woh o o
Life hai danda gilli woh wo
Sab ki udti hai khilli woh wo
Zor se dhakka maro bas ek sorry kaafi
Bas ek sorry kaafi

Kabhi kabhi ludak ke here
Kabhi kabhi ludak ke there
Ludak ludak everywhere
Life is Lota, please take care

Kaano ki baali woh hothon ki laali
Maala badi hai jhakkas
Magar jab utaara husan ka pitara
Toh aashiq bechara khallas (woh)

Tu bhi Dramebaaz main bhi Dramebaaz
Saale Dramebaaz sab yahaan (-2)

Woh wo o o
Life hai atti batti, woh wo
Sab hi karte hain katti, woh wo
Zor se dhakka maro bas ek sorry kaafi
Bas ek sorry kaafi

Ooo yeah Ooo yeah woi yo yo

Tu bhi Dramebaaz main bhi Dramebaaz
Saale Dramebaaz sab yahaan (-2)

Woh wo o o
Life hai aapa dhaapi, woh wo
Sabki hai maafa maafi, woh wo
Zor se dhakka maro bas ek sorry kaafi
Bas ek sorry kaafi

Nautanki Saala))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tu Bhi Dramebaaz

Tu Bhi Dramebaaz is a song from Nautanki Saala 2013. It is sung by Geet Sagar. Lyrics are credited to Kausar Munir. Music information: Mikey McCleary. Read the lyrics above and view the Nautanki Saala 2013 album song list for more songs and album details.