Tu Bhi Bekarar Main Bhi Lyrics, Singer & Song Details

Waqt Ki Awaz 1988 album cover

Waqt Ki Awaz 1988 Album Details

Kovelamudi Bapayya
Bappi Lahiri
Indeevar
Mithun Chakraborty, Sridevi, Gulshan Grover, Kader Khan

album songs
Tu Bhi Bekarar Main Bhi
Singer : Mohammed Aziz, Asha Bhosle

Tu Bhi Bekarar Main Bhi Lyrics

Song Title = Tu Bhi Bekarar Main Bhi
Movie/album = Waqt Ki Awaaz (1988)
Singer = Mohammed Aziz, Asha Bhosle
Music Composer = Bhappi Lahri
Lyrics = Indeevar

Mp3 Song Lyrics

((tu bhi beqaraar main bhi beqaraar -2
tujhe choona chaahe saanson ke taar
hota nahi hamse aur intezaar
tu bhi beqaraar main bhi

baahon mein teri simatne ko
betaab mere armaan kab se
seene se tere lipatne ko bechain
yeh jism-o-jaan kab se
raha nahi khud pe mujhe iktiyaar
tu bhi beqaraar main bhi

sau suraj ki aab liye hai
chehra hai vo gulaab tera
taab kahaan insaan mein
itni dekh sake jo shabaab tera
tera husn kudrat ka ek shahakaar
tu bhi beqaraar main bhi ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tu Bhi Bekarar Main Bhi

Tu Bhi Bekarar Main Bhi is a song from Waqt Ki Awaz 1988. It is sung by Mohammed Aziz, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Waqt Ki Awaz 1988 album song list for more songs and album details.