Tu Been Baja Sajna Lyrics, Singer & Song Details

Khoon Ki Takkar 1981 album cover

Khoon Ki Takkar 1981 Album Details

Harish Chawla
Om Prakash Sonik, Master Sonik
Verma Malik
Pallavi Joshi, Ranjeeta Kaur, Vinod Mehra

album songs
Tu Been Baja Sajna
Singer : Mohammed Rafi, Asha Bhosle

Tu Been Baja Sajna Lyrics

Song Title = Tu Been Baja Sajna
Movie/Album = Khoon Ki Takkar (1981)
Singer = Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Music By = Sonik Omi
Lyricist = Verma Malik

Mp3 Song Lyrics

((o mere pardeshi jogi
tujhe yad kare meri preet
pyasi payal ke hotho ko
mile tera sangeet
tu been baja sajna mai nachu nagan banke
tu been baja sajna mai nachu nagan banke
koi ched aisa nagma ye payal meri chanke
tu been baja sajna mai nachu nagan banke

he aa gaya sapera
aa gaya sapera dil ka lutera sajan tera
na bichdenge sathi kabhi ye bachpan ke
na bichdenge sathi kabhi ye bachpan ke
tu nach meri nagan ye din hai milan ke
tu been baja sajna mai nachu nagan banke

barkha or bahar me tere intzar me
maine kitne dard sahe hai
sajna tere pyar me
barkha or bahar me tere intzar me
maine kitne dard sahe hai
sajna tere pyar me
mai badli banke
mai badli banke aayi tu leja sawan banke
mai badli banke aayi tu leja sawan banke
tu nach meri nagan ye din hai milan ke
tu been baja sajna mai nachu nagan banke

tu meri takdir hai ranjhe ki tu heer hai
meri in aankho me sajni teri hi taswir hai
tu meri takdir hai ranjhe ki tu heer hai
meri in aankho me sajni teri hi taswir hai
mai dulha banke
o mai dulha banke tu aaja dulhan banke
mai dulha banke tu aaja dulhan banke
koi ched aisa nagma ye payal meri chanke
na bichdenge sathi kabhi ye bachpan ke

apna nahi banana tha
jo chod ke mujho jana tha
tumse ab mai kaise kahu ke
dusman sara jamana tha
apna nahi banana tha
jo chod ke mujho jana tha
tumse ab mai kaise kahu ke
dusman sara jamana tha
lo aaj phul
lo aaj phul mahke hai man ke chaman ke
lo aaj phul mahke hai man ke chaman ke
tu nach meri nagan ye din hai milan ke
tu been baja sajna mai nachu nagan banke..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tu Been Baja Sajna

Tu Been Baja Sajna is a song from Khoon Ki Takkar 1981. It is sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Om Prakash Sonik, Master Sonik. Read the lyrics above and view the Khoon Ki Takkar 1981 album song list for more songs and album details.