Touch Me Soniyaa Lyrics, Singer & Song Details

Dhoom 2 2006 album cover

Dhoom 2 2006 Album Details

Sanjay Gadhvi
Pritam Chakraborty
Sameer
Abhishek Bachchan, Uday Chopra, Hrithik Roshan

album songs
Touch Me Soniyaa
Singer : Alisha Chinoy

Touch Me Soniyaa Lyrics

Song Lyrics Name = Touch Me Soniyaa
Song Lyrics Album Name = Dhoom 2
Singer Names = Alisha Chinoy
Lyricist Name = Sameer
Music Director = Pritam Chakraborty

Mp3 Song Lyrics

((teekhi teekhi teri akhiyaan,
chhooke chhooke behkati hai,
dekh dekh naa yun mujhko,
hosh hosh le jaati hai,
deewaanaa dil kahin kho jaaye naa,
humse khafa koi ho jaye naa
touch me don?t touch me don?t touch me soniyaa - 2

chhod chhod meri raahon ko,
taubaa taubaa dar lagtaa hai,
aisi vaisi teri baaton se,
ishq vishk saa jagtaa hai,
deewaanaa dil kahin kho jaaye naa,
humse khataa koi ho jaaye naa
touch me don?t touch me don?t touch me soniyaa - 2

roke naa ruke, mere yeh kadam
tute naa kahin, jaanaa har kasam
rehne de zaraa, thodaa paas laa
paagalpan kare mann hai manchalaa
deewaanaa dil kahin kho jaaye na,
humse khafaa koi ho jaaye naa
touch me don?t touch me don?t touch me soniyaa - 2

naa main hosh mein, naa tu hosh mein
behke naa kahin dono josh mein
sine mein kahin sholaa saa jale
yaaraa ishq pe kiskaa bas chale
deewaanaa dil kahin kho jaaye naa,
humse khataa koi ho jaaye naa
touch me don?t touch me don?t touch me soniyaa - 2

teekhi teekhi teri akhiyaan,
chhooke chhooke behkati hai,
dekh dekh naa yun mujhko,
hosh hosh le jaati hai,
chhod chhod meri raahon ko,
taubaa taubaa dar lagtaa hai,
aisi vaisi teri baaton se,
ishq vishk saa jagtaa hai,
deewaanaa dil kahin kho jaaye na,
humse khataa koi ho jaaye naa
touch me don?t touch me don?t touch me soniyaa..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Touch Me Soniyaa

Touch Me Soniyaa is a song from Dhoom 2 2006. It is sung by Alisha Chinoy. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Dhoom 2 2006 album song list for more songs and album details.