Tose Nazar Ladi Sajna Re Lyrics, Singer & Song Details

Begaana 1963 album cover

Begaana 1963 Album Details

Sadashiv J. Row Kavi
Jagmohan Bakshi, Sapan
Shailendra
Dharmendra, Supriya Choudhury, Shachin

album songs
Tose Nazar Ladi Sajna Re
Singer : Asha Bhosle

Tose Nazar Ladi Sajna Re Lyrics

Song Lyrics Title = Tose Nazar Ladi Sajna Re
Song Lyrics Movie = Begaana
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta
Director = Sadashiv Rao Kavi
Music Label = Saregama
Release on = 1st January, 1963

Mp3 Song Lyrics

((Tose najar ladi sajna re
Mere man ki badhi sajna re
Dil ki kasak badi sajna re
Tose najar ladi sajna re
Mere man ki badhi sajna re
Dil ki kasak badi sajna re

Pyar ki aag lagane wale
Dil ka chain churane wale
Ab mat ankh chura tu hamse
Mat tadpa tadpane wale
Baiya tham apna re
Tose najar ladi sajna re
Mere man ki badhi sajna re
Dil ki kasak badi sajna re

Kya apne aur kya begane
Koi man ka maram na jane
Dil me hardam basne wale
Kya hai chhipa tu tosab jane
Kaise hai ye angare
Tose najar ladi sajna re
Mere man ki badhi sajna re
Dil ki kasak badi sajna re

Tose najar ladi sajna re
Mere man ki badhi sajna re
Dil ki kasak badi sajna re...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Tose Nazar Ladi Sajna Re Video

About Tose Nazar Ladi Sajna Re

Tose Nazar Ladi Sajna Re is a song from Begaana 1963. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jagmohan Bakshi, Sapan. Read the lyrics above and view the Begaana 1963 album song list for more songs and album details.