Tora Mann Darpan Kahlaye Lyrics, Singer & Song Details

Kaajal 1965 album cover

Kaajal 1965 Album Details

Ram Maheshwari
Ravi Shankar Sharma
Sahir Ludhianvi
Meena Kumari, Raaj Kumar, Dharmendra

album songs
Tora Mann Darpan Kahlaye
Singer : Asha Bhosle

Tora Mann Darpan Kahlaye Lyrics

Song Title = Tora Mann Darpan Kahlaye
Movie/Album = Kaajal 1965
Singer = Asha Bhosle
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = Ram Maheshwari

Mp3 Song Lyrics

((tora man darpan kahlaaye
tora man darpan kahlaaye
bhale bure saare karmon ko,
dekhe aur dikhaaye
tora man darpan kahlaaye
tora man darpan kahlaaye

man hi devta, man hi Ishwar, man se badaa na koy
man hi devta, man hi Ishwar, man se badaa na koy
man ujiyaara jab jab phaile, jag ujiyaaraa hoy
is ujle darpan par praani
is ujle darpan par praani
dhool na jamne paaye
tora man darpan kahlaaye
tora man darpan kahlaaye
bhale bure saare karmon ko,
dekhe aur dikhaaye
tora man darpan kahlaaye
tora man darpan kahlaaye

sukh ki kaliyaan, dukh ke kaante, man sabkaa aadhaar
sukh ki kaliyaan, dukh ke kaante, man sabkaa aadhaar
man se koyi baat chhupe naa, man ke nain hazaar
jag se chaahe bhaag le koyi
jag se chaahe bhaag le koyi,
man se bhaag na paaye
tora man darpan kahlaaye
tora man darpan kahlaaye
bhale bure saare karmon ko,
dekhe aur dikhaaye
tora man darpan kahlaaye
tora man darpan kahlaaye

tan ki daulat dhalti chhaayaa man kaa dhan anmol
tan ki daulat dhalti chhaayaa man kaa dhan anmol
tan ke kaaran man ke dhan ko mat maati mein raund
man ki qadar bhulaanewaalaa
man ki qadar bhulaanewaalaa veeraan janam ganvaaye
tora man darpan kahlaaye
tora man darpan kahlaaye
bhale bure saare karmon ko,
dekhe aur dikhaaye
tora man darpan kahlaaye
tora man darpan kahlaaye..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tora Mann Darpan Kahlaye

Tora Mann Darpan Kahlaye is a song from Kaajal 1965. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Kaajal 1965 album song list for more songs and album details.