Toota Ye Dil Ka Sheesha Lyrics, Singer & Song Details

Insaaf Ki Pukaar 1987 album cover

Insaaf Ki Pukaar 1987 Album Details

Rama Rao Tatineni
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Jeetendra, Anita Raj

album songs
Toota Ye Dil Ka Sheesha
Singer : Anuradha Paudwal

Toota Ye Dil Ka Sheesha Lyrics

Song Lyrics Title = Toota Ye Dil Ka Sheesha
Song Lyrics Movie = Insaf Ki Pukar (1987)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant,Pyarelal
Director = Rama Rao Tatineni
Music Label = BMG Crescendo

Mp3 Song Lyrics

((Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi

Aankho se dard barsa
Har zakhm khil gaya hai
Aankho se dard barsa
Har zakhm khil gaya hai
Ab khun mere dil ka
Askon mein mil gaya hai
Kitni kharab hai
Kitni kharab hai
Taqdeer ki kharabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi

Chaahat ke dushmano ne
Yu mere dil ko toda
Chaahat ke dushmano ne
Yu mere dil ko toda
Sharmo haya ka daman
Meine bhi aaj toda
Yeh logo maaf karna
Yeh logo maaf karna
Yeh meri behisabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi

Pi pi ke zindagi ko
Pi pi ke zindagi ko
Barbad mein karungi
Barbad mein karungi
Mein chup nahi rahungi
Fariyaad mein karungi
Fariyaad mein karungi
Insaan hu mein koi
Insaan hu mein koi
Kissa nahi kitabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha...))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Toota Ye Dil Ka Sheesha

Toota Ye Dil Ka Sheesha is a song from Insaaf Ki Pukaar 1987. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Insaaf Ki Pukaar 1987 album song list for more songs and album details.