Toone Chhua To Lyrics, Singer & Song Details

Sangam Ho Ke Rahega 1994 album cover

Sangam Ho Ke Rahega 1994 Album Details

David Dhawan
Anand, Milind Shrivastav
Saawan Kumar Tak
Imran Khan, Ayesha Jhulka

album songs
Toone Chhua To
Singer : Kavita Krishnamurthy

Toone Chhua To Lyrics

Song Title = Toone Chhua To
Movie/album = Sangam Ho Ke Rahega (1994)
Singers = Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Saawan Kumar Tak
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = David Dhawan

Mp3 Song Lyrics

((Toone chhua to kali se main phool ban gayi
Toone chhua to kali se main phool ban gayi
Phool ban gayi main shabaab ban gayi
Shabaab ban gayi main sharaab ban gayi
Saari duniya ko jalado wo aag ban gayi

Toone chhua to kali se main phool ban gayi
Phool ban gayi main shabaab ban gayi
Shabaab ban gayi main sharaab ban gayi
Saari duniya ko jalado wo aag ban gayi
Toone chhua to kali se main phool ban gayi

Tu ne chuum liya duniya bhar ke samne
Tu ne chuum liya duniya bhar ke samne
Are ladki to main achhi thi
Are ladki to main achhi thi kharaab ban gayi
Haay kharaab ban gayi
Saari duniya ko jalado wo aag ban gayi
Toone chhua to kali se main phool ban gayi

Jitna jee chahe tu mujhe padh le baar baar
Jitna jee chahe tu mujhe padh le baar baar
Aaj mein mohaabat ki
Aaj mein mohaabat ki kitaab ban gay
Haa kitaab ban gay
Saari duniya ko jalado wo aag ban gayi
Toone chhua to kali se main phool ban gayi
Shabaab ban gayi main sharaab ban gayi
Saari duniya ko jalado wo aag ban gayi
Toone chhua to kali se main phool ban gayi..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Toone Chhua To

Toone Chhua To is a song from Sangam Ho Ke Rahega 1994. It is sung by Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to Saawan Kumar Tak. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Sangam Ho Ke Rahega 1994 album song list for more songs and album details.