Tirchi Nazar Se Lyrics, Singer & Song Details

Ek Phool Char Kaante 1960 album cover

Ek Phool Char Kaante 1960 Album Details

Bhappi Sonie
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Sunil Dutt, Waheeda Rehman, Johnny Walker

album songs
Tirchi Nazar Se
Singer : Mohammed Rafi

Tirchi Nazar Se Lyrics

Song Title =Tirchi Nazar Se
Movie/album = Ek Phool Char Kaante (1960)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = Bhappi Soniea

Mp3 Song Lyrics

((Tirchhi nazar se yoon na dekh
Palat palat ke yoon na dekh
Mar jaayen raahon mein dil waale
Tirchhi nazar se tu na dekh
Tirchhi nazar se yoon na dekh
Palat palat ke yoon na dekh
Mar jaayen raahon mein dil waale
Tirchhi nazar se tu na dekh
O haseen jalpari
Aankh hain surma bhari
Chaal se baras rahin hain mastiyaan
Yoon nazar utha na tu
Aise muskura na tu
Dil pe gir padengin laakh bijliyaan
Aashiqon mein ham to hain inhein
Palat palat ke yoon na dekh
Mar jaayen raahon mein dil waale
Tirchhi nazar se tu na dekh
Ye to hai kamaam hai
Ismein laakh baan hai
Chal gaye to sabki jaan jaayegi
Husn ki ye mehfilein
Ishq ki ye manzilen
Sooni sooni phir to rah jaayegi
Dil mera indian make
Palat palat ke yoon na dekh
Mar jaayen raahon mein dil waale
Tirchhi nazar se tu na dekh
Raahi tere waaste
Bhool rahe hain raaste
Tujhko paana ik haseen khwaab hai
Tu hai phool pyaar ka
Geet hai bahaar ka
Husn waale tera kya jawaab hai
Mit rahaa hai koi tujhpe to koi khel
Palat palat ke yoon na dekh
Husn waale tera kyaa jawaab hai
Mar jaayen raahon mein dil waale
Tirchhi nazar se tu na dekh
Tirchhi nazar se yoon na dekh
Palat palat ke yoon na dekh
Mar jaayen raahon mein dil waale
Tirchhi nazar se tu na dekh
Tirchhi nazar se yoon na dekh...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tirchi Nazar Se

Tirchi Nazar Se is a song from Ek Phool Char Kaante 1960. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Ek Phool Char Kaante 1960 album song list for more songs and album details.