Thi Meri Dastan Lyrics, Singer & Song Details

Kalyug 2005 album cover

Kalyug 2005 Album Details

Mohit Suri
Anu Malik
Sayeed Quadri
Kunal Khemu, Deepal Shaw, Smiley Suri

album songs
Thi Meri Dastan
Singer : Amit Sana, Anuradha Paudwal

Thi Meri Dastan Lyrics

Song Title = Thi Meri Dastan
Movie/album = Kalyug (2005)
Singers = Amit Sana, Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Sayeed Quadri
Music Composer = Anu Malik
Director = Mohit Suri
Music Label = Sa Re Ga Ma

Mp3 Song Lyrics

((Teri Is Baat Ne Humko Hairaan Kiya
Teri Is Baat Ne Humko Hairaan Kiya
Thi Meri Daastan Dil Tera Ro Diya
Thi Meri Daastan Dil Tera Ro Diya

Kyon Humein Bheer Mein Tu Sab Se Juda Lagta Hai
Tere Seene Mein Kahin Humko Khuda Lagta Hai
Mere Ashkon Mere Zakhmon Ko Samajh Paaya Tu
Teri Is Baat Se Dil Mera Bhar Sa Gaya
Woh Mera Dard Tha Jisko Tune Jiya
Teri Is Baat Ne Humko Hairaan Kiya
Thi Meri Daastan Dil Tera Ro Diya

Sochta Hoon Tu Mera Kaun Hai Kya Lagta Hai
Kyon Tere Gham Se Magar Dil Mera Sulagta Hai
Mere Jazbaat Mein Dheere Se Chala Aaya Tu
Ab Tere Saath Ne Yeh Yakeen Hai Diya
Ke Chhupi Hai Kahin Kuch Bhi Meri Zubaan

Teri Is Baat Ne Humko Hairaan Kiya
Thi Meri Daastan Dil Tera Ro Diya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Thi Meri Dastan

Thi Meri Dastan is a song from Kalyug 2005. It is sung by Amit Sana, Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Sayeed Quadri. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Kalyug 2005 album song list for more songs and album details.