Thi Jin Se Pal Bhar Lyrics, Singer & Song Details

Tamasha 1952 album cover

Tamasha 1952 Album Details

Phani Majumdar
Manna Dey
Bharat Vyas
Dev Anand, S.N. Banerjee, Sunalini Devi

album songs
Thi Jin Se Pal Bhar
Singer : Asha Bhosle

Thi Jin Se Pal Bhar Lyrics

Song Title = Thi Jin Se Pal Bhar
Movie/Album = Tamasha (1952)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Composer = Manna Dey
Director = Phani Majumdar

Mp3 Song Lyrics

((Thi jinse pal bhar ki pahchan
Bane wo ab man me mehman
Ye kya pagalpan hai
Ye kya pagalpan hai
Thi jinse pal bhar ki pahchan

Hue hai jab se wo apne
Hue hai jab se wo apne
Mai dekhu din me bhi sapne
Ye kaisi uljhan hai
Ye kya pagalpan hai
Thi jinse pal bhar ki pahchan

Kisi ki har kisi ki jeet
Kisi ki har kisi ki jeet
Anokhi hai yaha ki reet
Anokhi hai yaha ki reet
Bina sur gunjta sangeet
Ye kaisa gunjan hai
Ye kya pagalpan hai
Thi jinse pal bhar ki pahchan

Gulabi jindagi ki bhor
Gulabi jindagi ki bhor
Sunahri hai kiran ki dor
Sunahri hai kiran ki dor
Bandhne aaya hai chitchor
Bandhne aaya hai chitchor
Ye kaisa bandhan hai
Ye kya pagalpan hai))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Thi Jin Se Pal Bhar

Thi Jin Se Pal Bhar is a song from Tamasha 1952. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Manna Dey. Read the lyrics above and view the Tamasha 1952 album song list for more songs and album details.