Thandi Hawayen Lehrake Aaye Lyrics, Singer & Song Details

Naujawan 1951 album cover

Naujawan 1951 Album Details

Mahesh Kaul
Sachin Dev Burman
Sahir Ludhianvi
Premnath, Nalini Jaywant, Yashodhara Katju, Kamal Mehra, Zeb Qureshi, Cuckoo, S

album songs
Thandi Hawayen Lehrake Aaye
Singer : Lata Mangeshkar

Thandi Hawayen Lehrake Aaye Lyrics

Song Title = Thandi Hawayen Lehrake Aaye
Movie/Album = Naujawan (1951)
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Mahesh Kaul

Mp3 Song Lyrics

((Ha ha ha, ha ha ha ha ha
La la la la la, hm hm hm hm hm
Kaise bulaaye

(Thandi hawayen, lehra ke aaye
Rut hai jawaan, unko yahaan, kaise bulaaye) -2
Thandi hawayen

Ha ha ha, ha ha ha ha ha
La la la la la, hm hm hm hm hm
Kaise bulaaye

Chaand aur taare, hanste nazaare
Milke sabhi, dil mein sakhi, jaadoo jagaaye
Thandi hawayen, lehra ke aaye
Rut hai jawaan, unko yahaan, kaise bulaaye
Thandi hawayen

Kaise bulaaye

Kahaa bhi na jaaye, rahaa bhi na jaaye
Tumse agar, mile bhi nazar, ham jhenp jaaye
Thandi hawayen, lehra ke aaye
Rut hai jawaan, unko yahaan, kaise bulaaye
Thandi hawayen

Ha ha ha, ha ha ha ha ha
La la la la la, hm hm hm hm hm
Kaise bulaaye

Dil ke fasaane, dil bhi na jaane
Tumko sajan, dil ki lagan, kaise bataaye
Thandi hawayen, lehra ke aaye
Rut hai jawaan, unko yahaan, kaise bulaaye
Thandi hawayen
Hm hm hm hm hm
Hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm
Kaise bulaaye
Hm hm hm hm hm))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Thandi Hawayen Lehrake Aaye

Thandi Hawayen Lehrake Aaye is a song from Naujawan 1951. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Naujawan 1951 album song list for more songs and album details.