Tham Lo Kaleja Sab Apna Lyrics, Singer & Song Details

Jwala 1971 album cover

Jwala 1971 Album Details

M.V. Raman
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Sunil Dutt, Sohrab Modi, Madhubala

album songs
Tham Lo Kaleja Sab Apna
Singer : Mukesh

Tham Lo Kaleja Sab Apna Lyrics

Song Title = Tham Lo Kaleja Sab Apna
Movie/Album = Jwala (1971)
Singers = Mukesh
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = M.V. Raman

Mp3 Song Lyrics

((Tham lo kaleja,
Tham lo kaleja sab apna apna
Rahi aaya hai jhumta jhamta
Tham lo kaleja sab apna apna
Rahi aaya hai jhumta jhamta
Laya hai ulfat ka rangin sapna
Rahi aaya hai jhumta jhamta
Tham lo kaleja

Aazad panchhi masti me ghumu
Muhbdaliyo ka uad uad ke chumu
Aazad panchhi masti me ghumu
Muhbdaliyo ka uad uad ke chumu
Payal ki aawaz sun sun ke jhumu
Payal ki aawaz sun sun ke jhumu
Tham lo kaleja,
Tham lo kaleja sab apna apna
Rahi aaya hai jhumta jhamta
Laya hai ulfat ka rangin sapna
Rahi aaya hai jhumta jhamta
Tham lo kaleja

Dil bijliyo ke maine uchhale
Aur aandhiyo ke arma nikale
Dil bijliyo ke maine uchhale
Aur aandhiyo ke arma nikale
Himmat hai jiski nazar to mila le
Himmat hai jiski nazar to mila le
Tham lo kaleja, oo
Tham lo kaleja sab apna apna
Rahi aaya hai jhumta jhamta
Laya hai ulfat ka rangin sapna
Rahi aaya hai jhumta jhamta
Tham lo kaleja..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tham Lo Kaleja Sab Apna

Tham Lo Kaleja Sab Apna is a song from Jwala 1971. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Jwala 1971 album song list for more songs and album details.