Tha Kar Ke Remix Lyrics, Singer & Song Details

Golmaal Returns 2008 album cover

Golmaal Returns 2008 Album Details

Rohit Shetty
Ashish Pandit
Sameer
Ajay Devgn, Kareena Kapoor, Arshad Warsi, Shreyas Talpade, Tusshar Kapoor, Anjan

album songs
Tha Kar Ke Remix
Singer : Benny Dayal, Suzanne D Mello

Tha Kar Ke Remix Lyrics

Song Title = Tha Kar Ke Remix
Movie/Album = Golmaal Returns (2008)
Singers = Benny Dayal, Neeraj Shridhar, Suhail Kaul, Suzanne DMello
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Ashish Pandit
Director = Rohit Shetty

Mp3 Song Lyrics

((Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Aaja Lag ja gale se mere
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Lag ja gale se mere
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke

Dil mein shola bhadak raha hai
Dil jala jal jaye na

Aata hai kuch na samjh
Koi zara samjhaye na

Zid karna zid kar na
Abb maan le mere kehna

Mein fas gai anjaani
Galti se na ki jagah
Haan kar ke

Aaja Lag ja gale se mere
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke

Lag ja gale se mere
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke

Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Chal hat chal hat

Mein irada jo kar loon
Jaan ki baazi khelon
Faisla mein jo kar loon
Jaan kisiki le loon

Kya bolun kya bolun
Meri jaan badi muskhil mein
Ghabraye pachtaye
Dil mein teri armaan kar ke

Aaja Lag ja gale se mere
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke

Lag ja gale se mere
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke

Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Tujhko to na chodonga
Mein bhale mit jaunga
Tujhko lene aaya hoon
Tujhko le ke jaunga

Mere pagal deewane
Kaise mein yeh tujhe samjhaun
Mein haari mein haari
Tujhpe yeh jaan kurbaan kar ke

Aaja Lag ja gale se mere
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke

Lag ja gale se mere
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke
Sari duniya se ishq baiyan kar ke
Tha tha kar ke
Tha tha kar ke

Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tha Kar Ke Remix

Tha Kar Ke Remix is a song from Golmaal Returns 2008. It is sung by Benny Dayal, Suzanne D Mello. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Ashish Pandit. Read the lyrics above and view the Golmaal Returns 2008 album song list for more songs and album details.