Tezaab Se Duet Lyrics, Singer & Song Details

Tezaab 2005 album cover

Tezaab 2005 Album Details

Shakeel Norrani
None
None
None

album songs
Tezaab Se Duet
Singer : Sukhwinder Singh, Sunidhi

Tezaab Se Duet Lyrics

Song Title = Tezaab Se Duet
Movie/Album = Tezaab (2005)
Singer = Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan
Lyricist = N/A
Music Director = N/A

Mp3 Song Lyrics

((ham bhi hain betaab se
tum bhi ho betaab se ) - 2
jalte hain dono pighalte hain dono - 2
mohabbat ke tezaab se
tezaab se tezaab se - 2
(ham bhi hain betaab se
tum bhi ho betaab se ) - 2
jalte hain dono pighalte hain dono - 2
mohabbat ke tezaab se
tezaab se tezaab se - 2

saiyaaa
lage na jiya
saiyaaa
aaisi lagi hain ke bujhti nahi hain ajab hain yeh dil ki lagi
roke se rukti nahi aur badhti kaisi hain deewangi
ho ho saanso se uth ta hain jaise dhua sa sulagta hain seene mein dil
aaisa hain dard mohabbat ke jisse tadapta hain seene mein dil
jalte hain dono pighalte hain dono - 2
mohabbat ke tezaab se
tezaab se tezaab se - 2


chahat main tere main nikali toh saare hadho se gujarne lagi
khushbu tere jism ki bheeni bheeni mujhe mast karne lagi
mere khayalo pe chayi hain tere khayalo ki madhoshiyan
halchal machane lagi dhadkano mein nazar ki yeh sarghoshiyan
jalte hain dono pighalte hain dono - 2
mohabbat ke tezaab se
tezaab se tezaab se - 2
(ham bhi hain betaab se
tum bhi ho betaab se ) - 2
jalte hain dono pighalte hain dono - 2
mohabbat ke tezaab se
tezaab se tezaab se - 4))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tezaab Se Duet

Tezaab Se Duet is a song from Tezaab 2005. It is sung by Sukhwinder Singh, Sunidhi. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Tezaab 2005 album song list for more songs and album details.