Tersi Hasti Hai Kya Lyrics, Singer & Song Details

Loha 1987 album cover

Loha 1987 Album Details

Raj N Sippy
Laxmikant, Pyarelal
Farooq Qaiser
Dharmendra, Shatrughan Sinha, Karan Kapoor, Madhavi, Mandakini, Amrish Puri

album songs
Tersi Hasti Hai Kya
Singer : Kavita, Shabbir Kumar

Tersi Hasti Hai Kya Lyrics

Song Title = Teri Hasti Hai Kya
Movie/Album = Loha (1987)
Singer = Anuradha Paudwal Kavita Krishnamurthy
Shabbir Kumar
Song Lyricists = Farooq Qaiser
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((teri hasti hai kya jo mitayega
teri hasti hai kya jo mitayega
sar garibo ka tu kya jhukayega
jhukayega kya jhukayega
teri hasti hai kya jo mitayega
sar garibo ka tu kya jhukayega
kya jhukayega
sans jab tak hai hum to nachege
sans jab tak hai hum to nachege
jisne paida kiya vo bachayega
jisne paida kiya vo bachayega
sar garibo ka tu kya jhukayega
kya jhukayega teri hasti hai kya

tere sar pe chadha jhuthi takat ka nasha
tukjhko malum nahi hal kya hoga tera
hai tera naam bura hai tera kam bura
yaad rakh hoga yahi tera anzam bura
khali jata nahi var aaho ka
tujhko badla milega gunaho ka
nav kagaz ki kab tak chalayega
nav kagaz ki kab tak chalayega
sar garibo ka tu kya jhukayega
kya jhukayega teri hasti hai kya

khun bahta hai jaha aag lagti hai waha
aaj julmo ka tere fesla hoga yaha
bachke jayega na tu chain payega na tu
rang lata hai sada ye gunaho ka lahu
aasma wala insaf karta hai
aasma wala insaf karta hai
jisne jaisa kiya waisa phal chahe
ghar ka deepak hi ghar ko jalayega
ghar ka deepak hi ghar ko jalayega
sar garibo ka tu kya jhukayega
kya jhukayega
teri hasti hai kya jo mitayega
teri hasti hai kya jo mitayega
sar garibo ka tu kya jhukayega
kya jhukayega
sar garibo ka tu kya jhukayega..
kya jhukayega))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tersi Hasti Hai Kya

Tersi Hasti Hai Kya is a song from Loha 1987. It is sung by Kavita, Shabbir Kumar. Lyrics are credited to Farooq Qaiser. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Loha 1987 album song list for more songs and album details.