Teri Yaadon Se Remix Lyrics, Singer & Song Details

Blood Money 2012 album cover

Blood Money 2012 Album Details

Vishal Mahadkar
Sangeet Haldipur, Siddharth
Rakesh Kumar
Kunal Khemu, Amrita Puri, Teeshay, Puja Gupta

album songs
Teri Yaadon Se Remix
Singer : Mustafa Zahid

Teri Yaadon Se Remix Lyrics

Song lyrics title = Teri Yaadon Se Remix
Song lyrics movie = Blood Money 2012
singer = Mustafa Zahid (Roxen)
Song Lyricists = Rakesh Kumar (Kumaar)
Music Director = Sangeet Haldipur, Siddharth Haldipur
Director = Vishal Mahadka
Release on = 30th March, 2012

Mp3 Song Lyrics

((Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena ye mushkil
Yeh woh baarish hai
Deti banjar hai
Beegh ke hoga kya haasil

Tujhe hi nahi jab meri arzoo hai
Mujhe bhi kahan phir teri justajo hai..

Ohoo...ooo...
Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena ye mushkil
Yeh woh baarish hai
Deti banjar hai
Beegh ke hoga kya haasil

Tujhe hi nahi jab meri arzoo hai
Mujhe bhi kahan phir teri justajo hai..

Raahon mein dhoonda karta hon
Jab bhi kaheen se guzarta hoon
Bhoolay se tu mil jaa kabhi
Aankho chehra dekha kabhi

Koi bhi aahat sunta hoon
Dar per nigahein karta hoon
Aisa na hoo tu ho kahin
Aa ke bhi mujh se miley nahi



Tere bina mein tanha hoon
Waqt se toota lamha hoon
Aisay na mujhko saza de tu
Meri khatein bhula de tu

Kyun mein yeh umeed rakhta hoon
Kyun yeh mein socha karta hoon
Kash mujhe phir bula ley tu
Agar hoon khafa tu mana ley tu

Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena ye mushkil
Yeh woh baarish hai
Deti banjar hai
Beegh ke hoga kya haasil

Tujhe hi nahi jab meri arzoo hai
Mujhe bhi kahan phir teri justajo hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Teri Yaadon Se Remix Video

About Teri Yaadon Se Remix

Teri Yaadon Se Remix is a song from Blood Money 2012. It is sung by Mustafa Zahid. Lyrics are credited to Rakesh Kumar. Music information: Sangeet Haldipur, Siddharth. Read the lyrics above and view the Blood Money 2012 album song list for more songs and album details.