Teri Yaad Reprise Lyrics, Singer & Song Details

Teraa Surroor 2016 album cover

Teraa Surroor 2016 Album Details

Shawn Arranha
Himesh Reshammiya
Shabbir Ahmed
Himesh Reshammiya, Farah Karimi, Naseeruddin Shah, Shekhar Kapur, Kabir Bedi

album songs
Teri Yaad Reprise
Singer : Himesh Reshammiya

Teri Yaad Reprise Lyrics

Song Title = Teri Yaad (Reprise)
Movie/album = Teraa Surroor (2016)
Singers = Himesh Reshammiya
Song Lyricists = Shabbir Ahmed
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Shawn Arranha

Mp3 Song Lyrics

((Teri yaad hai har jagah
Teri yaad hai har jagah
Nahi milna humara...bewajah...

Aashiqui tujhse
Yun hi nahi hai
Koi na koi, hai wajah...

Aashiqui tujhse
Yun hi nahi hai
Koi na koi, hai wajah

Teri yaad hai har jagah...

O...

Tanha katega, kaise ye safar
Mujh mein zinda tu hai iss qadar
Jis ehsaas ko lafzon mein kehna..
Hai mumkin nahi ye, ab mera

Aashiqui tujhse
Yun hi nahi hai
Koi na koi, hai wajah

Teri yaad hai, har jagah..o...

Qatra qatra, toot raha hoon
Ishq mein tere, doob raha hoon
Bikhre din hain beparwah raatein hain
Kashish kuch ye aisi, bepanah...

Aashiqui tujhse
Yun hi nahi hai
Koi na koi, hai wajah

Teri yaad hai, har jagah o...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Yaad Reprise

Teri Yaad Reprise is a song from Teraa Surroor 2016. It is sung by Himesh Reshammiya. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Teraa Surroor 2016 album song list for more songs and album details.