Teri Yaad Na Aayi Ho Lyrics, Singer & Song Details

Kaashh Mere Hote 2009 album cover

Kaashh Mere Hote 2009 Album Details

B H Tharun Kumar
Sanjeev, Darshan
Sameer
Rajesh Khanna, Sneha Ullal, Kumar Saahil

album songs
Teri Yaad Na Aayi Ho
Singer : Shashank Singh Baba

Teri Yaad Na Aayi Ho Lyrics

Song Title = Teri Yaad Na Aayi Ho
Movi/Album = Kaash Mere Hote
Singer = Shashank Singh Baba
Song Lyricist = Sameer
Music Director = Sanjeev, Darshan
Director = B H Tharun Kumar

Mp3 Song Lyrics

((meri jaan hai tu, armaan hai tu, armaano ka jahaan hai tu
meri bechaini se jaan-e-ja lekin abb tak anjaan hai tu

teri yaad na aayi ho aisi koi shyaam nahi - (2)
tanhaayi ke aalam mein -2, dil ko kahi aaraam nahi
teri yaad na aayi ho (aisi koi shyaam nahi -2)

tere khayaalon ki mehfil sajaayi hai dil ne
teri hi tasweer dil mein basaayi hai dil ne
aaj dil ne - (2)
tere hi baare mein har waqt sochu main jaana
teri hi chaahat hai bas ek tujhko hai paana, tujhko paana
aata kahin se bhi toh -2, tera koi paigaam nahi
teri yaad na aayi ho (aisi koi shyaam nahi -2)

tere bina suna suna yeh saara jahaan hai
chaaron tarah bas udaas ka (mausam rawa hai -3)
bhigi bhigi meri palkon mein thehari nami hai
sab hai mere paas, bas ek (teri kami hai -2)
aisa koi jikrr nahi -2, jisme ho tera naam nahi
teri yaad na aayi ho (aisi koi shyaam nahi -2)..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Yaad Na Aayi Ho

Teri Yaad Na Aayi Ho is a song from Kaashh Mere Hote 2009. It is sung by Shashank Singh Baba. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Sanjeev, Darshan. Read the lyrics above and view the Kaashh Mere Hote 2009 album song list for more songs and album details.