Teri Yaad Mere Dimaag Mein Lyrics, Singer & Song Details

Teraa Surroor 2016 album cover

Teraa Surroor 2016 Album Details

Shawn Arranha
Himesh Reshammiya
Shabbir Ahmed
Himesh Reshammiya, Farah Karimi, Naseeruddin Shah, Shekhar Kapur, Kabir Bedi

album songs
Teri Yaad Mere Dimaag Mein
Singer : Badshah, Himesh Reshammiya

Teri Yaad Mere Dimaag Mein Lyrics

Song Title = Teri Yaad Mere Dimaag Mein
Movie/album = Teraa Surroor (2016)
Singers = Badshah, Himesh Reshammiya
Song Lyricists = Shabbir Ahmed
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Shawn Arranha

Mp3 Song Lyrics

((Teri yaad mere dimaag mein
Aise hai basi
Na hi behte hain aansu
Na hi aati hai hansi
Kyun tu gayi aur kahan pe gayi
Ye sab mujhko nahi pata
Mujhko toh bas koi yahi bata de
Ki meri kya thi khata...

Teri yaad hai har jagah
Teri yaad hai har jagah
Nahi milna humara...bewajah...

Aashiqui tujhse
Tu hi nahi hai
Koi na koi, hai wajah...

Aashiqui tujhse
Tu hi nahi hai
Koi na koi, hai wajah...

Teri yaad hai har jagah...

Hona tha jo ho gaya
Khona tha jo kho gaya
Pyaar mein tere padke
Pagal hona hi tha ho gaya...

Ab yahi deewanapan
Sar chadhke bole
Main kya karun?
Ik chhota sa sawaal hai
Main jiyun ya marun...

Tanha katega, kaise ye safar
Mujh mein zinda tu hai iss qadar
Jis ehsaas ko lafzon mein kehna..
Hai mumkin nahi ye ab mera...

Aashiqui tujhse
Tu hi nahi hai
Koi na koi, hai wajah
Teri yaad hai, har jagah...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Yaad Mere Dimaag Mein

Teri Yaad Mere Dimaag Mein is a song from Teraa Surroor 2016. It is sung by Badshah, Himesh Reshammiya. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Teraa Surroor 2016 album song list for more songs and album details.