Teri Tamanna Euro Mix Lyrics, Singer & Song Details

The Train 2007 album cover

The Train 2007 Album Details

Hasnain Hyderabadwala, Raksha Mistry
Mithoon Sharma
Sayeed Quadri
Emraan Hashmi, Geeta Basra, Sayali Bhagat

album songs
Teri Tamanna Euro Mix
Singer : K.K, Zubeen Garg

Teri Tamanna Euro Mix Lyrics

Song Title = Teri Tamanna Euro Mix
Movie/album = The Train (2007)
Singers = K.K, Zubeen Garg
Song Lyricists = Sayeed Quadri
Music Director = Mithoon Sharma
Director = Hasnain Hyderabadwala, Raksha Mistry

Mp3 Song Lyrics

((Teri tamanna
Teri tamanna
Teri tamannaaa
Teri justjoo hai

Mujhe aaj bas ek teri
Mujhe aaj bas ek teri
Teri aarjoo hai
Teri aarjoo hai
Mere jehan mein, khayaalon mein tu hai
Yeh itanisi duri bhi hai
Dard kyun hai
Dard kyun hai

Abb kuchh aur aise tu mujhmein sama ja
Soyese ehsaas saare jaga ja
Tujhe kya batau main pyaasa hoon kabse
Abb tu aaj banake ghata mujhko bhiga jaa

Teri tamanna
Teri tamanna
Teri justjoo hai
Mujhe aaj bas ek teri,
Teri aarjoo hai
Teri aarjoo hai

Yeh teri julfon se khushboo jo aaye
Yoh meri saanson ko paagal banaaye
Uff mere dil mein yeh kaisa junoon hai
Jo tere honto ko nazdik chaahe

Teri tamanna
Teri tamanna
Teri justjoo hai

Mujhe aaj bas ek teri
Teri aarjoo hai
Teri aarjoo hai
Mere jehan mein, khayaalon mein tu hai
Yeh itanisi duri bhi hai,
Dard kyun hai
Dard kyun hai
Mujhe aaj bas ek teri,

Teri aarjoo hai
Teri aarjoo hai
Teri aarjoo hai.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Tamanna Euro Mix

Teri Tamanna Euro Mix is a song from The Train 2007. It is sung by K.K, Zubeen Garg. Lyrics are credited to Sayeed Quadri. Music information: Mithoon Sharma. Read the lyrics above and view the The Train 2007 album song list for more songs and album details.