Teri Shokh Nazar Ka Lyrics, Singer & Song Details

Patang 1960 album cover

Patang 1960 Album Details

Hargovind Suraj Prakash
None
None
Rajendra Kumar, Mala Sinha

album songs
Teri Shokh Nazar Ka
Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh

Teri Shokh Nazar Ka Lyrics

Song Title = Teri Shokh Nazar Ka
Movie/Album = PATANG
Singer(s) = Lata Mangeshkar, Mukesh

Mp3 Song Lyrics

((mukesh =

teri shokh nazar ka ishaara

meri viraan raaton ka taara - 2

lata =
teri baanhon ka jab hai sahaara
piya majhadhaar bhi hai kinaara
teri baanhon ka jab hai sahaara

mukesh =
teri shokh nazar ka ishaara

meri viraan raaton ka taara
teri shokh nazar ka ishaara

nikale hain raahi masti men doobe
manzil ka kya hai, mile naa mile....[2]

lata =
tum saath ho to qismat se apani
shiqave kahaan ke kahaan ke gile

mukesh =
o ji o teri shokh nazar ka
meri viraan raaton ka taara
teri shokh nazar ka ishaara

lata =
teri baanhon ka jab hai sahaara
piya majhadhaar bhi hai kinaara
teri baanhon ka jab hai sahaara

ik khwaab sa hai ya hai kahaani
kuchh hai yaqeen kuchh yaqeen bhi nahin.....[2]

mukesh =
hum to yah jaanen sach hai ya sapana
jo tum nahin ho to, hum bhi nahin

lata =
o ji o teri baanhon ka jab hai

piya majhadhaar bhi hai kinaara
teri baanhon ka jab hai sahaara

BOTH
teri shokh nazar ka ishaara

meri viraan raaton ka taara ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Shokh Nazar Ka

Teri Shokh Nazar Ka is a song from Patang 1960. It is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Patang 1960 album song list for more songs and album details.