Teri Seemayen Koyi Nahi Lyrics, Singer & Song Details

Kashmakash 2011 album cover

Kashmakash 2011 Album Details

Rituparno Ghosh
None
None
Prosenjit Chatterjee, Jisshu Sengupta, Raima Sen, Riya Sen

album songs
Teri Seemayen Koyi Nahi
Singer : Shreya Ghoshal

Teri Seemayen Koyi Nahi Lyrics

Song Title = Teri Seemayen Koyi Nahi
Movie/Album = Kashmakash (2011)
singer = Shreya Ghoshal
Director = Rituparno Ghosh
Producer = Subhash Ghai

Mp3 Song Lyrics

((Teri seemyen
Koyi nahi hai
Behte jaana
Behte jaana hai
Dard hi dard hai
Sehte rehna
Sehte jaana hai

Teri seemyen
Koyi nahi hai
Behte jaana
Behte jaana hai

Tere hote
Dard nahi tha
Din ka chehra
Zard nahi tha

Tere hote
Dard nahi tha
Din ka chehra
Zard nahi tha

Tujhse roothke
Marte rehna
Marte rehna hai

Teri seemyen
Koyi nahi hai
Behte jaana
Behte jaana hai

Mein aadhi adoori
Baithi kinaare
Nadiyaan nadiyaan
Aasoon aasoon rona
Baaton pe rona
Naino ki zabani
Raat din
Kehte rehna hai

Aag andar ki
Koi na dekhe
Palak, jhapkte
Tum jo dekho
Aag andar ki
Koi na dekhe
Palak, jhapkte
Tum jo dekho
Tujhko paana
Tujhko choona
Mukti ka paana hai

Teri seemyen
Khoyi nahi hai
Behte jaana
Behte jaana hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Seemayen Koyi Nahi

Teri Seemayen Koyi Nahi is a song from Kashmakash 2011. It is sung by Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Kashmakash 2011 album song list for more songs and album details.