Teri Saanson Mein Lyrics, Singer & Song Details

Karle Pyaar Karle 2014 album cover

Karle Pyaar Karle 2014 Album Details

Rajesh Pandey
Rashid Khan, Suneel Darshan
Rashid Khan, Suneel Darshan
Shiv Darshan, Hasleen Kaur, Aham Sharma

album songs
Teri Saanson Mein
Singer : Palak Muchhal, Arijit Singh

Teri Saanson Mein Lyrics

Song Title = Teri Saanson Mein
Movie / Album = Karle Pyaar Karle (2014)
Singers = Palak Muchhal, Arijit Singh
Music = Rashid Khan, Suneel Darshan
Lyricist =Rashid Khan, Suneel Darshan

Mp3 Song lyrics

((Teri saanson mein song lyrics

Tumse hain din mere
Tumse hain raatein
Tumse hai rahat meri

Tumse hain pal mere
Tumse hai kal
Tumse hai chahat meri
Ab rehna hai sang tere hi mujhe
Ab jeena hai sang tere hi mujhe

Ab rehna hai sang tere hi mujhe
Ab jeena hai sang tere hi mujhe

Teri saanson mein aise bas jaaoon
Juda koi na kar paaye
Teri baahon mein yun simat jaaoon
Juda koi na kar paaye

Ho koi bhi safar
Saath chalna mujhe
Bepanah meri jaan


Chahoonga main tujhe
Chaahe lele mera imtehaan

Teri saanson mein aise bas jaaoon
Juda koi na kar paaye
Teri baahon mein yun simat jaaoon
Juda koi na kar paaye..

Dil ki zameen pe tere nishaan hain
Tumse hai duniya meri khushrawaa
Main chal raha tha tanha akela
Tum jo mile to mila karvaan
Lafz banu main tere tu ban zubaan
Mere andheron ki tu ban subah

Teri zulfon mein aise kho jaaoon
Juda koi na kar paaye
Teri daaman mein sise so jaaoon
Juda koi na kar paaye

Shabnam sa chamke tera badan yeh
Thehri hui hai tujhi pe nigaah
Sulge-sulge se armaan hain dil ke
Ho jaaye na hamse koi gunaah
Khwahishon ko tum meri yun na saza do
Baahon mein aao meri khud ko mita do

Teri nas-nas mein yun khadak jaaoon
Juda koi na kar paaye
Teri dhadkan mein yun dhadak jaaoon
Juda koi na kar paaye

Ho koi bhi safar
Saath chalna mujhe
Bepanah meri jaan
Chahoonga main tujhe
Chaahe lele mera imtehaan

Teri saanson mein aise bas jaaoon
Juda koi na kar paaye
Teri baahon mein yun simat jaaoon
Juda koi na kar paaye..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Saanson Mein

Teri Saanson Mein is a song from Karle Pyaar Karle 2014. It is sung by Palak Muchhal, Arijit Singh. Lyrics are credited to Rashid Khan, Suneel Darshan. Music information: Rashid Khan, Suneel Darshan. Read the lyrics above and view the Karle Pyaar Karle 2014 album song list for more songs and album details.