Teri Nigahon Mein Lyrics, Singer & Song Details

Bahaana 1960 album cover

Bahaana 1960 Album Details

M. Kumar
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Mehmood, Meena Kumari, Krishna Kumari

album songs
Teri Nigahon Mein
Singer : Asha Bhosle, Talat Mohamed

Teri Nigahon Mein Lyrics

Song Lyrics = Teree Nigaho Me Tere Hi Baho Me
Song Lyrics Movie or Album = Bahaana (1960)
Singer(s) = Asha Bhosle, Talat Mohamed
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Madan Mohan Kohli
Director = M. Kumar
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((teree nigaho me tere hi baho me, rehne ko ji chahata hai
dil me chhupa yahi bat sajan se kehne ko ji chahata hai
teree nigaho me.........

dil yeh hamara ghar hai tumhara, aao ji aa ke bas jao ji
nain hamare dekhe kwab tumhare, jara kwabo me aa ke hans jao ji
jan se pyara hame ghar yeh tumhara yaha, rehne ko ji chahata hai
teree nigaho me.........

dekho ji dekho aur kisi ko, dil me naa apne basana ji
pyar bhara yeh wada ham toh naa bhule piya, tum bhi ise naa bhulana ji
prit hamari rahe dooniya se nyari yahi, kehne ko ji chahata hai
teree nigaho me.........))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Teri Nigahon Mein Video

About Teri Nigahon Mein

Teri Nigahon Mein is a song from Bahaana 1960. It is sung by Asha Bhosle, Talat Mohamed. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Bahaana 1960 album song list for more songs and album details.