Teri Nazar Ka Ishara Lyrics, Singer & Song Details

Mr 100 2006 album cover

Mr 100 2006 Album Details

Omprakash Makkar
Vijay Kapoor
Nawab Arzoo
Aryan Vaid, Mahima Choudhary, Payal Rohatgi, Irrfan Khan, Amin Gazi, Bobby Darli

album songs
Teri Nazar Ka Ishara
Singer : Sonu Nigam, Sadhana Sargam

Teri Nazar Ka Ishara Lyrics

Song Title = Teri Nazar Ka Ishara
Movie/Album = Mr 100 - The Real Player (2006)
Singer(s) = Sonu Nigam, Sadhana Sargam
Music By = Vijay Kapoor
Lyricist = Nawab Arzoo

Mp3 Song Lyrics

((teri najar ka ishara
dil par mere cha gaya hai
aankho me teri samakar
dil mera ye kho gaya hai
tune bhi janejaan
jadu ye kaisa kiya hai
mujhse churakar mujhiko
khud se begana kiya hai
o teri najar ka ishara

taro me tu hai
najaro me tu hai
har aur sath tera
dekhu jidar bhi
aaye najar ye
pyara sa mukhada tera
taro me tu hai
najaro me tu hai
har aur sath tera
dekhu jidar bhi
aaye najar ye
pyara sa mukhada tera
tujhko churakar tujhi se
dhadkan me yu rakh liya hai
aansho me teri samakar
dl ye mera kho gaya hai
o teri najar ka ishara

aankho ke raste dil me uthar ke
sanso me tu bas gaya
har pal suhana hone laga hai
janam jo tu mil gaya
o aankho ke raste dil me uthar ke
sanso me tu bas gaya
har pal suhana hone laga hai
janam jo tu mil gaya
teri mohabbat me ab to
pagal ye dil ho gaya hai
mujhse churakar mujhi ko
mujhse begana kiya hai
teri najar ka ishara

chute na ye apna daman kabhi ye
aao ye khaye kasam
sajan hamare tumhare sahare
gujre mera har janam
chute na ye apna daman kabhi ye
aao ye khaye kasam
sajan hamare tumhare sahare
gujre mera har janam
ek pal bhi dur mujhse
hona nahi sathiya re
aankho me teri samakar
dil mera ye kho gaya hai
tune bhi janejaan mujhpe
jadu ye kaisa kiya hai
aankho me teri samakar
dil ye mera kho gaya hai
o teri najar ka ishara..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Nazar Ka Ishara

Teri Nazar Ka Ishara is a song from Mr 100 2006. It is sung by Sonu Nigam, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Nawab Arzoo. Music information: Vijay Kapoor. Read the lyrics above and view the Mr 100 2006 album song list for more songs and album details.