Teri Naukari Ne Kiya Lyrics, Singer & Song Details

Dharma Karma 1997 album cover

Dharma Karma 1997 Album Details

Ravi Varma
Bappi Lahiri
None
Gajendra Chouhan, Dan Dhanoa, Dharmendra

album songs
Teri Naukari Ne Kiya
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Teri Naukari Ne Kiya Lyrics

Song Lyrics Title = Teri Naukari Ne Kiya
Song Lyrics Movie = Dharma Karma (1997)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Ravi Varma

Mp3 Song Lyrics

((Teri naukri ne kiye
Kai sawan kharab
Pi pi piya pi pi piya
Jab mil gayi khil uthe dil ke gulab
Pi pi piya pi pi piya
Maine jitna kiya intzar
Aur badhta gaya mera pyar
O mere yaar haye mera pyar

Teri naukri ne kiye
Kai sawan kharab
Pi pi piya pi pi piya
Jab mil gayi khil uthe dil ke gulab
Pi pi piya pi pi piya
Maine jitna kiya intzar
Aur badhta gaya mera pyar
O mere yaar haye mera pyar
O mere yaar haye mera pyar

Kaise kahu sajna tumhare bin
Kante gin gin ke humne din
Ho apna bhi haal tha yahi sanam
Neend na aayi kabhi teri kasam
Har pane par naam tera hain
Padhle mere dil ki kitab
Teri naukri ne kiye
Kai sawan kharab
Pi pi piya pi pi piya
Jab mil gayi khil uthe dil ke gulab
Pi pi piya pi pi piya
Maine jitna kiya intzar
Aur badhta gaya mera pyar
O mere yaar haye mera pyar

Jab se lagi hain chahat ki lagan
Chadta hi jaaye mera deewanapan
Dil dhadke tera naam le
Aa mujhe baaho mein tham le
Saath ho tum to kaun rakhega
Pal din mahine saal ka hisab
Teri naukri ne kiye
Kai sawan kharab
Pi pi piya pi pi piya
Jab mil gayi khil uthe dil ke gulab
Pi pi piya pi pi piya
Maine jitna kiya intzar
Aur badhta gaya mera pyar
O mere yaar haye mera pyar

Teri naukri ne kiye
Kai sawan kharab
Pi pi piya pi pi piya
Jab mil gayi khil uthe dil ke gulab
Pi pi piya pi pi piya
Maine jitna kiya intzar
Aur badhta gaya mera pyar
O mere yaar haye mera pyar
O mere yaar haye mera pyar
Pi pi piya pi pi piya
Pi pi piya pi pi piya...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Teri Naukari Ne Kiya

Teri Naukari Ne Kiya is a song from Dharma Karma 1997. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to None. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Dharma Karma 1997 album song list for more songs and album details.