Teri Meri Zindagi Lyrics, Singer & Song Details

Duniya 1984 album cover

Duniya 1984 Album Details

Ramesh Talwar
Rahul Dev Burman
Javed Akhtar
Ashok Kumar, Dilip Kumar, Rishi Kapoor

album songs
Teri Meri Zindagi
Singer : Asha Bhosle

Teri Meri Zindagi Lyrics

Song Lyrics Title = Teri Meri Zindagi
Song Lyrics Movie = Duniya (1984)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Ramesh Talwar
Music Label = Universal Music

Mp3 Song Lyrics

((Teri meri zindagi
Pyar bhari zindagi
Koi gham paye hum
Ye khushi ho na kam
Teri meri zindagi
Pyar bhari zindagi
Koi gham paaye hum
Ye khushi ho na kam
Teri meri zindagi

Aye humsafar chal do agar
Duswar ho apni rahe
Aye humsafar chal do agar
Duswar ho apni rahe
Hai sath agar fir kya hai dar
Baho ki to hai panahe
Tufan tal jayenge
Mausam badal jayenge
Koi gham paaye hum
Ye khushi ho na kam
Teri meri zindagi

Aangan mein wo phul khila
Jo phulo se bhi hai pyara
Aangan mein wo phul khila
Jo phulo se bhi hai pyara
Aachal ko wo tara mila
Jo taro se bhi hai nyara
Khwabo ki tabir hai
Dono ki tasbir hai
Koi gham paaye hum
Ye khushi ho na kam
Teri meri zindagi
Pyar bhari zindagi
Koi gham paaye hum
Ye khushi ho na kam
Teri meri zindagi.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Teri Meri Zindagi

Teri Meri Zindagi is a song from Duniya 1984. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Duniya 1984 album song list for more songs and album details.