Teri Mehfil Mein Kismat Lyrics, Singer & Song Details

Old Qawwali album cover

Old Qawwali Album Details

Old Qawwali
Naushad
Shakeel Badayuni
Old Qawwali

album songs
Teri Mehfil Mein Kismat
Singer : Shamshad Begum , Lata

Teri Mehfil Mein Kismat Lyrics

Song lyrics title = Teri Mehfil Mein Kismat azama kar
Song lyrics movie = Mughal-e-Azam (1960)
Singer = Shamshad Begum , Lata Mangeshkar
Director = K. Asif
Music Director= Naushad
Lyricist= Shakeel Badayuni

Mp3 Song Lyrics

((Teri mehifl mein kismat azma kar hum bhi dekhenge,
ghadi bhar ko tere nazdik aakar hum bhi dekhenge. ..(2)

Teri mehifl mein kismat azma kar hum bhi dekhenge,
Tera kadmo pe sar apna juka kar hum bhi dekhenge ..(2)

Baharein aaj paigam-e-mohbbat leke aayi hai,
badi muddat mein umeedoine ki kaliyaN muskarayi hain...(2)
Gham-e-dil se zara daman bachakar hum bhi dekhenge..(2)

Agar dil gam se khali ho to jeene ka maza kya hai,
na ho khun-e-jigar to ashq peene ka maza kya hai..(2)
Mohbbat mein zara aansoo beha kar hum bhi dekhenge..(2)
Teri mehfil mein...

Mohbat karne walonka itna hi afsana ,
tadpna chupke chupke aah bharna ghutke marjana...(2)
Kisi din ye tamasha muskara ke hum bhi dekhenge..(2)
Teri mehfil mein..

Mohbat humne mana zindgi barbad kar di
ye kya kam hai ke mar jane par duniya yaad karti hai..(2)
kisi ke ishq mein duniya lootakar hum bhi dekhenge..(2)

Tera kadmo pe sar apna juka kar hum bhi dekhenge.
Ghadi bhar ko tere nazdik aakar hum bhi dekhenge.
Teri mehifl mein kismat azma kar hum bhi dekhenge.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Mehfil Mein Kismat

Teri Mehfil Mein Kismat is a song from Old Qawwali. It is sung by Shamshad Begum , Lata. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad. Read the lyrics above and view the Old Qawwali album song list for more songs and album details.