Teri In Adaon Ne Lyrics, Singer & Song Details

Iqraar By Chance 2006 album cover

Iqraar By Chance 2006 Album Details

K. Ravi Shankar
Sandesh Shandilya
Mehboob Kotwal
Shilpa Anand, Amarjeet Shukla, Rahul Dev, Arbaaz Khan

album songs
Teri In Adaon Ne
Singer : Shreya Ghoshal, Vijay Prakash

Teri In Adaon Ne Lyrics

Song Title = Teri In Adaon Ne
Movie/album = Iqraar By Chance (2006)
Singers = Shreya Ghoshal, Vijay Prakash
Song Lyricists = Mehboob Alam Kotwal
Music Director = Sandesh Shandilya
Director = K. Ravi Shankar

Mp3 Song Lyrics

((Teri in aadaon ne humko paagal kar diya
Teri in aadaon ne humko paagal kar diya
Naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya
Teri in aadaon ne
Na na na na na
Ha ha ha ha ha...

Apne hi dil se yeh sharth thi ke denge use na kisiko
Aawara mujrim bedard jaalim chahane laga par tumhiko
Kaatil adaa hai woh tumhaari
Dil pe lagi woh chot bhaari
Ke apane haathon se dil naam tumhare kar diya
Naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya

Teri in aadaon ne humko paagal kar diya
Teri in aadaon ne humko paagal kar diya
Naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya
O o o ..
Ho ho ho ho ho...
Ho ho ho na na na na na ho ho...

Toofan mein thi yeh dil ki kashti
Saahil ka kuchh na pata tha
Saagar se gehra yeh roop tera
Saagar mein saahil chhupa tha
Do baahon ke dilkash kinaaren
Humko diye hai woh sahaaren
Yeh tera ehsaan hai
Adaaun kaise shukriya
Naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya

Teri in aadaon ne humko paagal kar diya
Teri in aadaon ne humko paagal kar diya
Naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya
Hmm hmm hmm hmm hmm....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Teri In Adaon Ne

Teri In Adaon Ne is a song from Iqraar By Chance 2006. It is sung by Shreya Ghoshal, Vijay Prakash. Lyrics are credited to Mehboob Kotwal. Music information: Sandesh Shandilya. Read the lyrics above and view the Iqraar By Chance 2006 album song list for more songs and album details.