Teri Galiyon Se Lyrics, Singer & Song Details

Main Aisa Hi Hoon 2005 album cover

Main Aisa Hi Hoon 2005 Album Details

Harry Baweja
Himesh Reshammiya
Sameer
Ajay Devgan, Susmita Sen, Esha Deol, Anupam Kher, Rucha Vaidya

album songs
Teri Galiyon Se
Singer : Jayesh Gandhi, Sunidhi Chauhan

Teri Galiyon Se Lyrics

Song Title = Teri Galiyon Se
Movie/Album = Main Aisa Hi Hoon (2005)
Singer(s) = Jayesh Gandhi, Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Harry Baweja
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Teri galiyon se
Teri galiyon se)

Teri galiyon se
(babasta hai)
Babasta hai dil ka sakoon
Humaara afsana, afsana, afsana
Ishq mein tere
Ban gaya junoon

(Teri galiyon se
Teri galiyon se)

Teri galiyon se
(babasta hai)
Babasta hai dil ka sakoon
Humaara afsana, afsana, afsana
Ishq mein tere
Ban gaya junoon

(Teri galiyon se)

Aaraam kis kadar betaab hai
Madhoshiyon ka khwaab hai
Dhola rooh mein bhikra rahi
Sarvoshiyon ki yaad hai
Teri chaahat se
Babasta hai dil ka sakoon
Humaara afsana, afsana, afsana
Ishq mein tere
Ban gaya junoon

(Teri galiyon se)

Zaalim ishq ki aawargi
Le aayi kahan humein bekhudi
Dil ke dard mein youn choor hai
Jannat humein dikhne lagi
Teri khushboo se
Babasta hai dil ka sakoon
Humaara afsana, afsana, afsana
Ishq mein tere
Ban gaya junoon

(Teri galiyon se) ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Galiyon Se

Teri Galiyon Se is a song from Main Aisa Hi Hoon 2005. It is sung by Jayesh Gandhi, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Main Aisa Hi Hoon 2005 album song list for more songs and album details.