Teri Fariyaad Ma Lyrics, Singer & Song Details

Tum Bin 2 2016 album cover

Tum Bin 2 2016 Album Details

Anubhav Sinha
Ankit Tiwari
Manoj Muntashir, Shakeel Azmi
Neha Sharma, Aditya Seal, Ashim Gulati

album songs
Teri Fariyaad Ma
Singer : Jagjit Singh, Rekha Bhardwaj

Teri Fariyaad Ma Lyrics

Song Title = Teri Fariyaad Ma
Movie/album = Tum Bin 2 2016
Singers = Jagjit Singh, Rekha Bhardwaj
Song Lyricists = Manoj Muntashir, Shakeel Azmi
Music Composer = Ankit Tiwari

Mp3 Song Lyrics

Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise
Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise
Teri fariyad ma ga re
Mujhme dabi ho jaise,

Jaagte jaagte ik umar kati ho jaise
Jaagte jaagte ik umar kati ho jaise
Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise.

Raste chalte hain
Magar paaon thame lagte hain,

Hum bhi is barf ke manzar mein
Jame lagte hain,

Jaan baaki hai magar saans ruki ho jaise.

Waqt ke paas latife bhi hain
Marham bhi hai
Kya karoon main ke mere dil mein
Tera gham bhi hai.

Meri har saans
Tere naam likhi ho jaise
Koi fariyad tere dil mein
Dabi ho jaise.

Kisko naraaz karoon
Kis se khafa ho jaoon
Aks hain dono mere
Kis se judaa ho jaoon,

Mujhse kuch teri nazar pooch
Rahi ho jaise.

Raat kuch aisi kati hai ke
Sehar hi na mili
Jism se jaan ke nikalne
Khabar hi naa mili.

Zindagi tez bohat tez chali ho jaise
Zindagi tez bohat tez chali ho jaise

Kaise bichdoon ke wo
Mujhme hi kahin rehta hai
Us se jab bachke guzarta hoon
Toh ye lagta hai,

Wo nazar chhupke mujhe dekh rahi ho jaise.

Posted By :

About Teri Fariyaad Ma

Teri Fariyaad Ma is a song from Tum Bin 2 2016. It is sung by Jagjit Singh, Rekha Bhardwaj. Lyrics are credited to Manoj Muntashir, Shakeel Azmi. Music information: Ankit Tiwari. Read the lyrics above and view the Tum Bin 2 2016 album song list for more songs and album details.