Teri Duniya Se Jate Hai Lyrics, Singer & Song Details

Halaku 1956 album cover

Halaku 1956 Album Details

D.D. Kashyap
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Pran, Meena Kumari, Ajit

album songs
Teri Duniya Se Jate Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Teri Duniya Se Jate Hai Lyrics

Song Title = Teri Duniya Se Jaate Hain
Movie/album = Halaku (1956)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Jaikishan - Shankar
Director = D.D. Kashyap
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Teri duniya se jate hai
Chhupaye dil me gam apna
Liye jate hai aankho me
Kisi se pyar ka sapna
Teri duniya se jate hai
Chhupaye dil me gam apna

Kaze dil pe kabhi humne
Milke gaye the jo nagme
Kaze dil pe kabhi humne
Milke gaye the jo nagme
Unhe tum bhul hi jana
Hume bhi yaad mat karna
Teri duniya se jate hai
Chhupaye dil me gam apna

Gam ke tufan ka saya
Har ghadi tha sar pe chhaya
Gam ke tufan ka saya
Har ghadi tha sar pe chhaya
Kaise mumkin tha aise me
Shama aye pyar ka jalna
Teri duniya se jate hai
Chhupaye dil me gam apna
Teri duniya se jate hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Duniya Se Jate Hai

Teri Duniya Se Jate Hai is a song from Halaku 1956. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Halaku 1956 album song list for more songs and album details.