Teri Chhoti Si Ek Bhool Lyrics, Singer & Song Details

Shikshaa 1979 album cover

Shikshaa 1979 Album Details

S Ramanathan
Bappi Lahiri
Gauhar Kanpuri
Raj Kiran, Sushma Verma, Beena Banerjee

album songs
Teri Chhoti Si Ek Bhool
Singer : K. J. Yesudas

Teri Chhoti Si Ek Bhool Lyrics

Song Title = Teri Chhoti Si Ek Bhool
Movie/Album = Shikshaa 1979
Singers = K. J. Yesudas
Song Lyricists = Gauhar Kanpuri
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = S. Ramanathan

Mp3 Song Lyrics

((Teri chhoti si ek bhul ne
Saara gulshan jala diya
Teri chhoti si ek bhul ne
Saara gulshan jala diya
Kya mehkenge phir phool kabhi
Kya phir se bahaare aayegi
Teri chhoti si ek bhul ne
Saara gulshan jala diya

Jaane kaha ki reet hai ye
Koi kare aur koi bhare
Nyaay nahi anyaay hai ye
Doshi jiye nirdosh mare
Sun le tu ae gaafil
Tujhase kahe tera dil
Teri chhoti si ek bhul ne
Saara gulshan jala diya
Gulshan jala diya

Tune adhere de ke isse
Chhin li naino ki muskan
Saanjh sawere raat aur din
Iske liye ab ek samaan
Sun le tu ae gaafil
Tujhase kahe tera dil
Teri chhoti si ek bhul ne
Saara gulshan jala diya
Kya mehkenge phir phool kabhi
Kya phir se bahaare aayegi
Teri chhoti si ek bhul ne
Saara gulshan jala diya

Tere chalan ki aandhi ne
Dekh le kitane ghar lute
Tere chalan ki aandhi ne
Dekh le kitane ghar lute
Bikhar gaye rishte naate
Jeevan ke saathi chhute
Sun le tu ae gaafil
Tujhase kahe tera dil
Tujhase kahe tera dil
Teri chhoti si ek bhul ne
Saara gulshan jala diya
Kya mehkenge phir phool kabhi
Kya phir se bahaare aayegi
Teri chhoti si ek bhul ne
Saara gulshan jala diya
Gulshan jala diya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Chhoti Si Ek Bhool

Teri Chhoti Si Ek Bhool is a song from Shikshaa 1979. It is sung by K. J. Yesudas. Lyrics are credited to Gauhar Kanpuri. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Shikshaa 1979 album song list for more songs and album details.