Teri Chanchal Chanchal Aankhon Lyrics, Singer & Song Details

Meera Ka Mohan 1992 album cover

Meera Ka Mohan 1992 Album Details

K Ravi Shankar
Arun Paudwal
Indeevar
Avinash Wadhavan, Ashwini Bhave, Pran

album songs
Teri Chanchal Chanchal Aankhon
Singer : Anuradha Paudwal, Yesudas

Teri Chanchal Chanchal Aankhon Lyrics

Song Title = Teri Chanchal Chanchal Aankhon
Movie/album = Meera Ka Mohan (1992)
Singers = Anuradha Paudwal, K. J. Yesudas
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Arun Paudwal

Mp3 SOng Lyrics

((Teri chanchal chanchal aankho mein
Maine prem ka sagar paa hi liya
Teri chanchal chanchal aankho mein
Maine prem ka sagar paa hi liya
Tere hotho se amrit chhalke
Teri baato ne mann moh liya
Moh liya
Teri chanchal chanchal aankho mein
Maine prem ka sagar paa hi liya
Tere hotho se amrit chhalke
Teri baato ne mann moh liya
Moh liya
Teri chanchal chanchal aankho mein
Maine prem ka sagar paa hi liya

Tere naam se mera naam juda
Badanaam hui mashur hui
Tere naam se mera naam juda
Badanaam hui mashur hui
Tere roop ka suraj chamka to
Dookh ki har rehani door hui
Teri chhya ne teri kaya ne
Sapno ko sakar kiya
Aakar diya
Teri chanchal chanchal aankho mein
Maine prem ka sagar paa hi liya
Tere hotho se amrit chhalke
Teri baato ne mann moh liya
Moh liya
Teri chanchal chanchal aankho mein
Maine prem ka sagar paa hi liya

Teri chahere ki sundarta se
Jivan mera bhar jata hai
Teri chahere ki sundarta se
Jivan mera bhar jata hai
Lagta hai jag main koi nahi
Jab samne tu mere aata hai
Main hu jai sa tunr waisa swikar kiya
Upkar kiya upkar kiya
Teri chanchal chanchal aankho mein
Maine prem ka sagar paa hi liya
Tere hotho se amrit chhalke
Teri baato ne mann moh liya
Moh liya
Teri chanchal chanchal aankho mein
Maine prem ka sagar paa hi liya
Paa hi liya..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Teri Chanchal Chanchal Aankhon

Teri Chanchal Chanchal Aankhon is a song from Meera Ka Mohan 1992. It is sung by Anuradha Paudwal, Yesudas. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Arun Paudwal. Read the lyrics above and view the Meera Ka Mohan 1992 album song list for more songs and album details.