Teri Chaahat Mein Dil Yeh Lyrics, Singer & Song Details

The Don 1995 album cover

The Don 1995 Album Details

Farogh Siddique
Dilip Sen, Sameer Sen
Anwar Sagar
Mithun Chakraborty, Sonali Bendre, Jugal Hansraj, Aashif Sheikh, Prem chopra

album songs
Teri Chaahat Mein Dil Yeh
Singer : Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Teri Chaahat Mein Dil Yeh Lyrics

Song Title = Teri Chaahat Mein Dil Yeh
Movie/album = The Don (1995)
Singers = Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Anwar Sagar
Music Director = Dilip Sen, Sameer Sen
Director = Farogh Siddique

Mp3 Song Lyrics

((Teri chaahat mein dil yeh deewana hua
Saari duniya se mein to begaana hua
Koi tumsa nahi is jaahan main sanam
Jeena mushkil hai mera tumhari kasam

Ho teri chaahat mein to deewani hui
Saari duniya se mein to begaani hui
Koi tumsa nahi is jaahan main sanam
Jeena mushkil hai mera tumhari kasam
Haa teri chaahat mein dil yeh deewana hua
Saari duniya se mein to begaana hua

Jo na dekhi kahi aisi surat ho tum
Mere khawabo se bhi khubsurat ho tum
Mere bechain dil ki zarurat ho tum
Meri jaan ho tum mohaabat ho tum
Koi tumsa nahi is jaahan main sanam
Jeena mushkil hai mera tumhari kasam
Haa teri chaahat mein to deewani hui
Saari duniya se mein to begaani hui

Dil tera naam leke dhadakne laga
Pyaar hi pyaar likha do sanam har jagaah
Aaj mausam nashe mein hai duba hua
Koi nagma suna do mujhe pyaar ka
Koi tumsa nahi is jaahan main sanam
Jeena mushkil hai mera tumhari kasam
Haa teri chaahat mein dil yeh deewana hua
Saari duniya se mein to begaana hua

Yu sharama ke nazare churao na tum
In adda o se pagal banao na tum
Tum ko bheja hai rab ne hamare liye
Bade bechain the hum tumhare liye
Koi tumsa nahi is jaahan main sanam
Jeena mushkil hai mera tumhari kasam
Haa teri chaahat mein to deewani hui
Saari duniya se mein to begaani hui

Koi tumsa nahi is jaahan main sanam
Jeena mushkil hai mera tumhari kasam
Teri chaahat mein dil yeh deewana hua
Saari duniya se mein to begaana hua.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teri Chaahat Mein Dil Yeh

Teri Chaahat Mein Dil Yeh is a song from The Don 1995. It is sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Anwar Sagar. Music information: Dilip Sen, Sameer Sen. Read the lyrics above and view the The Don 1995 album song list for more songs and album details.