Tere Sheeshe Ka Saaman Lyrics, Singer & Song Details

Chacha Bhatija 1977 album cover

Chacha Bhatija 1977 Album Details

Manmohan Desai
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Hema Malini, Randhir Kapoor

album songs
Tere Sheeshe Ka Saaman
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Tere Sheeshe Ka Saaman Lyrics

Song Lyrics Title = Tere Sheeshe Ka Saaman
Song Lyrics Movie = Chacha Bhatija
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Manmohan Desai
Music Label = Polydor Records
Release on = 9th July, 1977

Mp3 Song Lyricss

((Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jaan
Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jan
To kya hua to kya hua
Tere rahne ke liye main
Shish mahal banwaunga
Shish mahal kya karna hai
Shish mahal kya karna hai
Achha hai mera jhopda
Achha rakh de ha rakh de
Chal rakh de mera rokda

Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jan
To kya hua to kya hua
Tere rahne ke liye mai
Shish mahal banwaunga
Shish mahal kya karna hai
Achha hai mera jhopda
La rakh de mera rokda

Bees botle tees gilas
Raja tune tode
Bees botle tees gilas
Raja tune tode
Usko ram kasam lage
Jo ek paisa bahi tode
Aise pyar se fayda kya
Jisme ho nuksan
Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jan
To kya hua to kya hua

Pyar mein rakhte nahi hum hisaab
Kya khoya kya paya
Kya khoya kya paya
Pyar mein premi kam na aaye
Paisa kam na aaya
Mujhko dhande ki kasam
Tu kitni hai nadan
Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jan
To kya hua to kya hua
Shish mahal kya karna hai
Achha hai mera jhopda
Achha rakh de ha rakh de
Chal rakh de mera rokda...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tere Sheeshe Ka Saaman

Tere Sheeshe Ka Saaman is a song from Chacha Bhatija 1977. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Chacha Bhatija 1977 album song list for more songs and album details.