Tere Sadke Balam Na Kar Lyrics, Singer & Song Details

Amar 1954 album cover

Amar 1954 Album Details

Mehboob Khan
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Dilip Kumar, Madhubala, Nimmi

album songs
Tere Sadke Balam Na Kar
Singer : Lata Mangeshkar

Tere Sadke Balam Na Kar Lyrics

Song Title =Tere Sadke Balam
Movie/Album Name = AMAR
Singer(s) = LATA MANGESHKAR
Singers = Asha Bhosle
Music Director(s) = Naushad Ali
Lyricist(s) = Shakeel Badayuni


Song Lyrics

((tere sadke balam na kar koi gam
ye sama ye jahaan phir kahaan
ho, tere sadke balam na kar koi gam

din hain suhaane, phir kaun jaane aaye na aaye bahaar
tu gam ko peele, dam bhar ko jeele, duniya ka kya aaitbaar
ho jee, piyaa, duniya ka kya aitbaar
tere sadake balam...

kaanton mein daaman uljhe na saajan phoolon mein hanske guzaar
thodi hansi hai, thodi khushi hai, dukh zindagi mein hazaar
ho jee, piyaa, dukh zindagi mein hazaar
tere sadke balam...

naiya milan ki maujen pavan ki, kehti hain mujhko pukaar
gaata chala chal, hansta chala chal, jeevan ki nadiya ke paar
ho jee, piyaa, jeevan ki nadiya ke paar
tere sadke balam na kar koi gam
ye sama ye jahaan phir kahaan ...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Tere Sadke Balam Na Kar Video

About Tere Sadke Balam Na Kar

Tere Sadke Balam Na Kar is a song from Amar 1954. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Amar 1954 album song list for more songs and album details.