Tere Nainon Ke Main Deep Lyrics, Singer & Song Details

Anuraag 1972 album cover

Anuraag 1972 Album Details

Shakti Samanta
Sachin Dev Burman
Anand Bakshi
Rajesh Khanna, Satyajeet, Nutan

album songs
Tere Nainon Ke Main Deep
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Tere Nainon Ke Main Deep Lyrics

Song Title = Tere Nainon Ke Main Deep Jalaoonga
Movie/album = Anuraag (1972)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = Shakti Samanta
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((O tere naino ke mai dip jalaunga
Apni ankho se dooniya dikhalaunga
O tere naino ke mai dip jalaunga

Achchha, woh kya hai, ek mandir hai
Us mandir me, ek murat hai
Yeh murat kaisi hoti hai
Teri surat jaisi hoti hai
Woh kya hai

Mai kya janu chhanv hai kya, aur dhup hai kya
Rang birangi iss dooniya kaa rup hai kya
Woh kya hai, ek parvat hai
Us parvat pe ek badal hai
Yeh badal kaisa hota hai
Tere aanchal jaisa hota hai
Woh kya hai

Mast hawa ne ghunghat khola kaliyo kaa
Jhum ke mausam aaya hai rang raliyo kaa
Woh kya hai, ek bagiya hai
Us bagiya me kai bhanvare hai
Bhanvare kya rogi hote hain
Nahee dil ke rogi hote hain

Aisi bhi anjan nahee mai abb sajna
Bin dekhe mujhko dikhata hai sab sajna
Achchha, toh woh kya hai, woh sagar hai
Us sagar me ik naiya hai
Are tune kaise jan liya
Mann kee ankho se nam liya
Woh kya hai...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Tere Nainon Ke Main Deep Video

About Tere Nainon Ke Main Deep

Tere Nainon Ke Main Deep is a song from Anuraag 1972. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Anuraag 1972 album song list for more songs and album details.