Tere Naam Ka Diwana Lyrics, Singer & Song Details

Suraj Aur Chanda 1973 album cover

Suraj Aur Chanda 1973 Album Details

T. Madhava Rao
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Sanjeev Kumar, Bindu, Sujit Kumar

album songs
Tere Naam Ka Diwana
Singer : Mohammed Rafi

Tere Naam Ka Diwana Lyrics

Song Title = Tere Naam Ka Diwana
Movie/album =Suraj Aur Chanda (1973)
Singer =Mohammed Rafi
Music Director(s) =Laxmikant-Pyarelal
Lyricist(s) =Anand Bakshi

Mp3 Song Lyrics

((Tere Naam Ka Deewana, Tere Ghar Ko Dhoondhta Hai
Tere Naam Ka Deewana, Tere Ghar Ko Dhoondhta Hai
Jis Nazar Pe Dil Fidaa Hai, Us Nazar Ko Dhoondhta Hai
Tere Naam Ka Deewana, Tere Ghar Ko Dhoondhta Hai
Awaaz Dil Ki Pehchaan Le, Main Kaun Hoon Tu Yeh Jaan Le
Awaaz Dil Ki Pehchaan Le, Main Kaun Hoon Tu Yeh Jaan Le
Ik Raat Ka Sitaara, Ik Saher Ko Dhoondhta Hai
Tere Naam Ka Deewana, Tere Ghar Ko Dhoondhta Hai
Jaan = E-Wafa O Jaan-E-Jigar, Yeh Zindagi To Hai Ik Safar
Jaan = E-Wafa O Jaan-E-Jigar, Yeh Zindagi To Hai Ik Safar
Is Safar Mein Ik Musafir, Humsafar Ko Dhoondhta Hai
Tere Naam Ka Deewana, Tere Ghar Ko Dhoondhta Hai
Phoolon Mein Jaise Hai Rang = O-Boo, Mujhko Chhupaale Aankhon Mein Tu
Phoolon Mein Jaise Hai Rang = O-Boo, Mujhko Chhupaale Aankhon Mein Tu
Mera Dil Tadap Tadap Kar, Dilbar Ko Dhoondhta Hai
Tere Naam Ka Deewana, Tere Ghar Ko Dhoondhta Hai
Jis Nazar Pe Dil Fidaa Hai, Us Nazar Ko Dhoondhta Hai
Us Nazar Ko Dhoondhta Hai
Us Nazar Ko Dhoondhta Hai .))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tere Naam Ka Diwana

Tere Naam Ka Diwana is a song from Suraj Aur Chanda 1973. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Suraj Aur Chanda 1973 album song list for more songs and album details.