Tere Naam Ka Lyrics, Singer & Song Details

Falak 1987 album cover

Falak 1987 Album Details

Shashilal K. Nair
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Muqtida Hasan Nida Fazli
Rakhee Gulzar, Jackie Shroff, Shekhar Kapur

album songs
Tere Naam Ka
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Aziz

Tere Naam Ka Lyrics

Song Title = Tere Naam Ka
Movie/album = Falak (1987)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Mp3 Song Lyrics

((Ho babu
Ho babu ho babu dil
Huya jaye bekabu
Ho babu ho babu dil
Huya jaye bekabu
Ho babu ho babu dil
Huya jaye bekabu bekabu
Tere naam ka hoye
Hoye haye haye hoye
Tere naam ka teri shakal ka
Dil mein ghusa hai koi chor
Tere naam ka teri shakal ka
Dil mein ghusa hai koi chor
Jab bhi kabhi mai dekhu tujhe
Dil mein uthe koi
Shor ho babu ho babu
Dil huya jaye bekabu o shahiba

Oye neend aati nahi sari raat
O shahiba o shahiba
Oye neend aati nahi sari raat
O shahiba o shahiba
Sara din sochu uski hi baat
O shahiba o shahiba
Jaha jau jidhar jau rahe mere sath
Jaha jau jidhar jau rahe mere sath
Chori chori sapno mein
Kare mulakat kare mulakat
Haye kya karu haye
Haye haye kya karu
Us par mera chalta nahi koi zor
Tere naam ka teri shakal ka
Dil me ghusa hai koi chor

Mere naam ka ha tere naam ka
Meri shakal ka ha teri shakal ka
Mere naam ka meri shakal ka
Dil mein ghusa hai kon chor
Jab bhi kabhi tu dekhu tujhe
Dil mein uthe kaisa shor

Pyar hoga pyar hoga use tere sath
O dilruba o dilruba
Kyon kare na wo khul ke ye baat
O shahiba o shahiba
Bina bole samjh le ye baat
O dilruba o dilruba
Bole bina kaise hogi dil ki pehchan
Bole bina kaise hogi dil ki pehchan
Tu jo kahe teri kasam de dega jaan
De dega jaan, dil ki lagi dil ki lagi
Dil ki lagi lag jaye
To tode na tute ye dor
Tere naam ka teri shakal ka
Dil mein ghusa hai koi chor
Jab bhi kabhi main dekhu tujhe
Dil mein uthe koi shor...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Naam Ka

Tere Naam Ka is a song from Falak 1987. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Muqtida Hasan Nida Fazli. Music information: Anandji, Kalyanji Virji Shah. Read the lyrics above and view the Falak 1987 album song list for more songs and album details.