Tere Mukhade Ka Til Kala Lyrics, Singer & Song Details

Minister 1959 album cover

Minister 1959 Album Details

Jairaj
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Sohrab Modi, Roop Mala

album songs
Tere Mukhade Ka Til Kala
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Tere Mukhade Ka Til Kala Lyrics

Song Title = Tere Mukhade Ka Til Kala
Movie/album = Minister (1959)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = Jairaj
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Tere mukhade ka til kala kala
Ke dil mera le gaya ni kudiye
Ke dil mera le gaya ni kudiye
Oye haye chal tero piche se matwala
Ke dil mera le gaya haye mundiya
Ke dil mera le gaya haye mundiya
Haye kala kala til rab ji
Kadh ke legya til ji kad ke
Kahnada mera dil ji
Chheti aake mil ji chheti aa ke

Naina piche sharabi shrabi
O mera saiya hai jaat punjabi
O mera saiya hai jaat punjabi
Rangha takat hajaro wala
Ke dil mera le gaya ni saiyo
Ke dil mera le gaya ni saiyo
Tere mukhade ka til kala kala
Ke dil mera le gaya ni kudiye
Ke dil mera le gaya ni kudiye

Dil chir ke dekh lo heer ji
Isme hogi tumhari tasveer ji
O phul jangale ka rang mutiyala
Ke dil mera le gaya rab ji
Ke dil mera le gaya rab ji
Ho chal tero piche se matwala
Ke dil mera le gaya haye mundiya
Ke dil mera le gaya haye mundiya

Tu lakh kahe main phool hu
Tu lakh kahe main phool hu
Tere kadamo ki sangil dhul hu
Tere kadamo ki sangil dhul hu
Tere mukh pe jawani ka ujhala
Ke dil mera le gaya haye chan ji
Ke dil mera le gaya haye chan ji
Tere mukhade ka til kala kala
Ke dil mera le gaya ni kudiye
Ke dil mera le gaya ni kudiye
Ho chal tero piche se matwala
Ke dil mera le gaya haye mundiya
Ke dil mera le gaya haye mundiya.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tere Mukhade Ka Til Kala

Tere Mukhade Ka Til Kala is a song from Minister 1959. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Minister 1959 album song list for more songs and album details.