Tere Mere Pyar Ke Lyrics, Singer & Song Details

Run 2004 album cover

Run 2004 Album Details

Jeeva
None
None
Bhumika Chawla, Abhishek Bachchan, Mukesh Rishi, Vijay Raaz, Ayesha Jhulka, Mahe

album songs
Tere Mere Pyar Ke
Singer : Sonu Nigam, Alka Yagnik

Tere Mere Pyar Ke Lyrics

Song Title = Tere Mere Pyar Ke Chand Par
Movie/Album = RUN (2004)
Singer(s) = Sonu Nigam, Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((Tere Mere Pyar Ke Chand Par, Chaye Hain Aajkal Baadal -2
Chhod De Fikar, Ey Mere Hamsafar
Chahtein Kahein, Is Pal Ko Jee Le Chal
Chal Chal...

Tere Mere Pyar Ke Chand Par, Chaye Hain Aajkal Baadal -2
Chhod De Fikar, Ey Mere Hamsafar
Chahtein Kahein, Is Pal Ko Jee Le Chal
Chal Chal...

Tumse Hua Jo Mera Saamna, Manzil Mil Gayee
Aisa Laga Meri Tanhai Ko, Mahfil Mil Gayee
Har Dhadkan Hai Sajee, Tere Khayalon Se Hai Roshan Rom Rom,

Tere Ujaalon Se
Tere Ujaalon Se... -2
Tere Mere Ishq Ke Charchon Se
Tere Mere Ishq Ke Charchon Se, Badti Hi Ja Rahi Mushkil
Chhod De Fikar, Ey Mere Hamsafar
Chahtein Kahein, Is Pal Ko Jee Le Chal
Chal Chal...

Tera Lage Andaaz-E-Bayaan Aashiqana Bada
Baithi Rahoon Pahloo Mein Tere Armaan Hai Mera
Har Lamha Pyar Ki Karti Rahoon Baatein
Shaam Savere Ho Sanam Yun Hi Mulaqatein, Yun Hi Mulaqatein
Teri Meri Prem Kahani Se
Teri Meri Prem Kahani Se, Duniya Hai Jal Rahi Pal Pal
Chhod De Fikar, Ey Mere Hamsafar
Chahtein Kahein, Is Pal Ko Jee Le Chal
Chal Chal...
Tere Mere Pyaar Ke Chand Par...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Mere Pyar Ke

Tere Mere Pyar Ke is a song from Run 2004. It is sung by Sonu Nigam, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Run 2004 album song list for more songs and album details.